Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chhaanv
Kaise teri khudgarzi
Kisi thaur tike na paanv

Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chune na chhaanv
Kaise teri khudgarzi
Kisi thaur tike na paanv

Ban liya apna paigambar
Tair liya saat samandar
Phir bhi sooukha man ke andar
Kyon reh gaya

Re kabira maan ja
Re fakira maan ja
Aaja tujhko pukarein

Teri parchhaiyan
Re kabira maan ja
Re fakira maan ja
Aisa tu hai mere mohi
Kaisa harjaiya
Tooti chaarpayi wohi
Thandi purwai rasta dekhe
Doodhon ki malayi wohi
Mitti ki surahi rasta dekhe

Kaisi teri khudgarzi
Lab naamak rame na mishri
Kaisi teri khudgarzi
Tujhe preet purani bisri

Mast maula mast kalandar
Tu hawa ka ek bavandar

Bujh ke yun andar hi andar
Kyon reh gaya

Re kabira maan ja
Re fakira maan ja
Aaja tujhko pukarein
Teri parchhaiyan
Re kabira maan ja
Re fakira maan ja
Aisa tu hai mere mohi
Kaisa harjaiya

Song Details:

Song: Kabira
Album: Yeh Jawani Hai Deewani (2013)
Singer: Rekha Bhardwaj, Tochi Raina
Musician: Pritam Chakraborty
Lyricist: Kumaar
Star Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Aditya Roy Kapur, Kunaal Roy Kapur, Kalki Koechlin etc.
Director: Ayan Mukerji

Watch on YouTube: