Haathon Mein Thhe Haath Lyrics song from Mubarakan

Haathon Mein Thhe Haath Lyrics song from Mubarakan

Khoyi khoyi jaan mera dil
Jeena hoya mushkil
Khone lage mere raaste
Ya khone lage meri manzil

Haathon mein thhe haath magar
Lakeeron se door thhe
Faasle kismat ke thhe
Ya ishq ke dastoor thhe

Na tujhko hai khoya
Na tujhko hai paaya
Phir kyun teri kami si hai..

Tere bin saans bhi ab
Ajnabee si hai

Ke aa hi jaave yaad teri
Tadpaayi jaave yaad teri (x2)

Ankhon ke saamne hai tu
Phir bhi door hai
Baatein hai dil mein kahi
Hont yeh majboor hai

Tu apna tha ya paraya
Dil yeh samajh na paaya
Kyun dhadkan thami thami si hai

Tere bin saans bhi ab
Ajnabi si hai

Ke aa hi jaave yaad teri
Tadpaayi jaave yaad teri (x2)

Tadpaayi jaave yaad teri
Teri yaad, yaad teri
Aayi yaad teri

Song Details:

Song: Haathon Mein Thhe Haath
Singer: Aditi Singh Sharma, Altamash Faridi, Arpita Mukherjee, Papon
Lyrics: Kumaar
Music: Gourav-Roshin

Watch on YouTube: