
Jaana Song Lyrics
tuje gale se lagaana he barish main
or puraa bhig janaa he barish main
tuje chhu ke sharmaana he barish main
or tere saath nahaana he barish main
jaanaa, jaanaa
jaanaa, jaanaa
o, ashiq thode hote hai, jo dar ke andar hote hai
jo sawan ke mahine main bhi dar ke andar hote hai
tere haathon kaa khaanaa he barish main
or puraa bhig janaa he barish main
tuje chhu ke sharmaana he barish main
or tere saath nahaana he barish main
jaanaa, jaanaa
jaanaa, jaanaa
tu mere saamne he, kya nazaaraa he
kya nazaaraa he, kya nazaaraa he
tu mere saamne he, kya nazaaraa he
ye pani kii boondon kaa khel he, sanam
o, tera-meraa milanaa koi aam baat nahin
ye radha or krishna kaa mail he, sanam
o, khwaab mere, khyaal mere bahut hote hai
jitne paas aankhon ke hont hote hai
tere utane paas aana he barish main
Jaani kaa gaanaa gaanaa he barish main
tuje chhu ke sharmaana he barish main
or tere saath nahaana he barish main
jaanaa, jaanaa
jaanaa, jaanaa
o, hai, kisi film kaa scene lagegaa
Scene lagegaa, scene lagegaa
o, hai, kisi film kaa scene lagegaa
ki badal yun garaje ki bhaag aao tum
hai, itani jor se chamaki bijliyaan
ki dar ke maare mere gale lag jaao tum
Mmm, bahaanaa yun bananaa he barish main
or khuda ko manaanaa he barish main
chaand neeche laana he barish main
or tere saath nahaana he barish main
jaanaa, jaanaa
jaanaa, jaanaa
Song: Jaana
Singer: Stebin Ben
Lyrics: Jaani
Music: Hunny Bunny
Director: Arvindr Khaira
Music Label: Desi Melodies
Featuring: Stebin Ben & Kamya Chaudhary
Release Date: 24th August 2022