Sanam Teri Kasam Song Lyrics

Sanam Teri Kasam Song Lyrics

Betahasha dil ne
Tujhko hi chaaha hai
Har duaa mein maine
Tujhko hi maanga hai
Tera jaana jaise koi baddua
Tera jaana jaise koi baddua
Door jaaoge jo tum
Mar jaayenge hum
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam..

Tumhe dekhte hi aankhen ho jaati namm
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam..

Huaa ye kya hashar mera
Judaa huaa sabar mera
Main tere bin ek lamha
Kyun kabhi naa jiya

Raat bhar ashqo ne tujhko pukara hai
Har dua main maine tujhko hi maanga hai

Tera jaana jaise koi baddua
Door jaaoge jo tum
Mar jaayenge hum
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam..

Tumhe dekhte hi aankhen ho jaati nam
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam..

Nasha tera dil ko lagaa
Dena nahi mujhko dagaa
Main teri aadat ka maara
Hai kya meri khataa
Tere bin naamumkin
Apna guzaara hai
Har duaa mein maine
Tujhko hi maanga hai

Tera jaana jaise koi baddua
Door jaaoge jo tum
Mar jaayenge hum
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam..

Tumhe dekhte hi aakhen ho jaati nam
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam o..
Sanam teri kasam..

Song Details:

Artists: Mohammed Irfan, Palak Muchhal
Movie: Sanam Teri Kasam
Released: 2016

Watch on YouTube:

Bewajah Song Lyrics

Bewajah Song Lyrics

Yaadon ki qaid mein
Geeraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil (x2)

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..

Yaadon ki qaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..

Kisi aur ko tu chaahe
Kisi aur ko tu soche
Iss dil ko nahi ye gawara hai

Furqat ka sharara hai
Kaisa angara hai
Teri tishngi ne mujhe maara hai

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..

Rahe saath adhoorapan
Chaahe main jahaan bhi rahoon
Kahin sabr na mujhe aata hai

Meri berang duniya mein
Mere saath tera hona
Mujhe raahat kyun de jaata hai

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..

Yaadon ki qaid mein
Giraftaar ho gaya dil
Darbadar ishq mein
Taar taar ho gaya dil

Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..
Bewajah nahi milna tera mera
Rehnuma, rehnuma, rehnuma..

Song Details:

Singer: Himesh Reshammiya 

Album Sanam Teri Kasam 

Lyricist Sameer Anjaan 

Music Himesh Reshammiya 

Language: Hindi 

Music Label EROS

Watch on YouTube: