Gopiyon sang ghoome kanhiyaa Raas rachiyaa Radha naa jaye re Ab saanwara na bhaaye re
Radha on the dance floor Radha like to party Radha like to move And sexy radha party Radha on the dance floor Radha like to party Radha like to move And sexy radha party
Panghat pe aake sayiaan marodey bayiaan And everybody carzy on radha Chedhe hai humka thayiaan gari kanhiyaa And everybody carzy on radha Hoga woh lakhon dil ka chor Humka toh laage bore Hua hai aisa baawala jo kehta jaaye Oh radha teri chunari Oh radha tera challa Oh radha teri natkhat najariya Oh radha tera jhumka Oh radha tera thumka Oh peeche peeche saari nagariya
Oh radha teri chunari Oh radha tera challa Oh radha teri natkhat najariya Oh radha tera jhumka Oh radha tera thumka Oh peeche peeche saari nagariya
Radha on the dance floor Radha like to party Radha like to move And sexy radha party Radha on the dance floor Radha like to party Radha like to move And sexy radha party
Maathe pe pankh mor Kehtein hai makhan chor Bajaaye baansuri Bada aaya chit chor But radha wants more Dhoondhungi chaaron ore Milega koi aur Doongi main haathon mein Mere dil ki yeh dore Coz radha wants more
Oh radha radha bholi deewaani hai Oh radha radha do pal jawaani hai Oh radha ko sambhalo Koi isse bata do Ke milega na koi saanwariya
Oh radha teri chunari Oh radha tera challa Oh radha teri natkhat najariya Oh radha tera jhumka Oh radha tera thumka Oh peeche peeche saari nagariya
Hey radha radhe kaahey itna guroor pala Chodho bhi nakhrey yeh kaisi adaa Tune kya socha ik tu hi mashoor yahan Lakhon hai gopiyan bhi hum pe fidaa Oh saari hi duniya yeh maani hai Shuru hum se teri kahaani hai Oh rehne de re kahnaa Bhulega tu sataana Jo girungi main banke bijuariyaa
Oh radha teri chunari Oh radha tera challa Oh radha teri natkhat najariya Oh radha tera jhumka Oh radha tera thumka Oh peeche peeche saari nagariya
Radha on the dance floor Radha like to party Radha like to move And sexy radha party Radha on the dance floor Radha like to party Radha like to move And sexy radha party
Ho panghat pe aake sayiaan marodey bayiaan And everybody carzy on radha Chedhe hai humka thayiaan gari kanhiyaa And everybody carzy on radha Hoga woh lakhon dil ka chor Humka toh laage bore Hua hai aisa baawala jo kehta jaaye
Oh radha teri chunari Oh radha tera challa Oh radha teri natkhat najariya Oh radha tera jhumka Oh radha tera thumka Oh peeche peeche saari nagariya
Oh radha teri chunari Oh radha tera challa Oh radha teri natkhat najariya Oh radha tera jhumka Oh radha tera thumka Oh peeche peeche saari nagariya
Radha on the dance floor Radha like to party Radha like to move And sexy radha party Radha on the dance floor Radha like to party Radha like to move And sexy radha party
ye zindagi hain sagar ka bahta sa pani halchal kabhi hain kabhi khamoshi lahro ki kahani ye zindagi hain sagar ka bahta sa pani halchal kabhi hain kabhi khamoshi lahro ki kahani dhup hain gam ki kabhi hain ye khushiyo ki chhanw kaante ho jitne dagar me ruke na panw na rukna chalte jana re ye zindagi hain sagar ka bahta sa pani halchal kabhi hain kabhi khamoshi lahro ki kahani
bahki hai man kabhi, tutate hain hausale sahme jo badh jayenge, manjilo se fasale bahki hai man kabhi, tutate hain hausale sahme jo badh jayenge, manjilo se fasale manjilo se fasale ye zindagi hai sun sun sargam sa pani, har pal sunahre hain jee le kar le manmani dhup hain gam ki kabhi hain ye khushiyo ki chhaanv kaante ho jitne dagar me ruke na paanv na rukna chalte jana re ye zindagi hain sagar ka bahta sa pani halchal kabhi hain kabhi khamoshi lahro ki kahani
preet kabhi tute na, meet akbhi ruthe na raste kathin ho jitne, aas kabhi chhute na preet kabhi tute na, meet akbhi ruthe na raste kathin ho jitne, aas kabhi chhute na aas kabhi chhute na ye zindagi hain kabhi khara, kabhi mitha paani samjhe jo isko, jeene me hogi asani dhup hain gam ki kabhi hain ye khushiyo ki chhanw kaante ho jitne dagar me ruke na panw na rukna chalte jana re ye zindagi hain sagar ka bahta sa pani halchal kabhi hain kabhi khamoshi lahro ki kahani
Song Details:
Film cast: Ashok Beniwal, Bobby Vats, Nilesh Malhotra, Saurabh Dubey, Raju Mavani Singer: Shreya Ghoshal, Jaspreet Singh, Tochi Raina, Vishal Khurana, Neel Sarkar, Nitesh Raman, Shivani Nigam, Viveck Shetty, Alka Yagnik Lyricist: Ibrahim Ashq, Santosh Anand, Vishal Khurana, Naseem Ansari, Nirmal Augastaya Music Director: Santosh Anand, Vishal Khurana, Rooshin Dalal, Nirmal Augastaya Film Director: Y.P. Singh Film Producer: Pushpa Singh
sard chilman ke pichhe shama mehfooz rehti hai kya baat hai, kya baat hai jal jaaye parvana, jal ke raakh ho jaaye to hi use mehboob kehti hai
wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah noor-e-husn ka deedaar hua wallah re wallah wallah, wallah re wal eid ka chaand yaar mera baar baar hua wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah eid ke naam pe hum chaand de gaye ishq ke naam me badnaam ho gaye jab kuchh aur na neelaam ho saka to muft me hi hum jaan de gaye, jaan de gaye wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah noor-e-husn ka deedaar hua wallah re wallah wallah, wallah re wal eid ka chaand yaar mera baar baar hua wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah dil-e-azeez pe is mureed ka itna sa farz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai
wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah noor-e-husn ka deedaar hua wallah re wallah wallah, wallah re wal eid ka chaand yaar mera baar baar hua wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah
yaar ki yaad me benoor ho gaye o ho khudse khafa khuda se dur ho gaye o ho jab naam uska mehfil me utha yaar ke saath hum mashhoor ho gaye yaar ke saath hai khushmesaaz aalam dil hai kurbaan hai gulistaan aalam yaar ke saath hai khushmesaaz aalam dil hai kurbaan hai gulistaan aalam laga nishab ko nadka aaj mile aaj mile, aaj mile wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah main to yaar pe kurbaan hua wallah re wallah wallah, wallah re wal muddato baad yaar dil zaar zaar hua wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah dil-e-azeez pe is mureed ka itna sa farz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai
kaatil ye adaaye tarse balkhaye jarse si seekhi hai dillagi o ho kaafir jhuk jaaye dar pe farmaaye mujhse tu hi hai bandgi o ho har aashik se husn ki ye iltija kar shauk se tu kurbaan zindagi
aankhe khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi aankhe khanjar meri jaan le gayi, jaan le gayi nakhte jigar pe dekho paar ho gayi, paar ho gayi dil yaar me, dildaar me hu ishq ka izhaar main larkeeb ko jo kaat de wo aadmi talwar main wo aadmi talwar main, wo aadmi talwar main
wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah noor-e-husn ka deedaar hua wallah re wallah wallah, wallah re wal eid ka chaand yaar mera baar baar hua wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah dil-e-azeez pe is mureed ka itna sa farz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai aadaab arz hai, aadaab arz hai
wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah wallah re wallah wallah
Song Details:
Film cast: Akshay Kumar, Akshaye Khanna, Katrina Kaif, Anil Kapoor, Salman Khan, Diva, Anya, Czar, Sanjay Dutt, Raghu Ram, Rajiv Laxman, Arya Babbar, Sachin Khedekar, Vijay Patkar, Murli Sharma, Ali Asgar, Vijay Maurya, Aman Verma Singer: Sonu Nigam, Vishal Dadlani, Sunidhi Chauhan, Shekhar Ravjiani, Kamaal Khan, Raja Hasan, Shreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Prajakta Shukre, Abhijeet Sawant, Debojit Saha, Harshit Saxena Lyricist: Shirish Kunder, Vishal Dadlani, Anvita Dutt Guptan Music Director: Shirish Kunder, Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani Film Director: Farah Khan Film Producer: Shirish Kunder, Ronnie Screwvala, Twinkle Khanna
Aaj mein boond hoon, Boond hoon barish ki Aaj mein phool hai Leher hoon khwaaish ki Aaj mein aasmaan se aai hoon Aaj mein dhoop hoon Mein baharein laai hoon
Sapnno ke saath mein rehne lagi hoon Unse yeh baat mein kehne lagi hoon Armaano ka mila mujhko samundar Maujo ke ssaath mein behne lagi hoon Aaj mein phool hai Leher hoon khwaaish ki
Aaj esha hai lagne laga Soya har khwaab jagne laga Aaj mein bhi mehekne lagi Yeh jahan bhi chamkne laga
Dil ki dhadkan bhi woh hai Teri uljhan bhi woh hai Usko suna de apne dil ke sada haan
Sapnno ke saath tum rehne lagi ho Mujhse yeh baat mein kehne lagi ho Armaano ka mila tumko samundar Maujo ke ssaath tum behne lagi ho
Aaj mein boond hoon Boond hoon barish ki Aaj mein phool hai Leher hoon khwaaish ki Aaj mein aasmaan se aai hoon Aaj mein dhoop hoon Mein baharein laai hoon
Sapnno ke saath mein rehne lagi hoon Unse yeh baat mein kehne lagi hoon Armaano ka mila mujhko samundar Maujo ke ssaath mein behne lagi hoon Sapnno ke saath mein rehne lagi hoon Unse yeh baat mein kehne lagi hoon Armaano ka mila mujhko samundar Maujo ke ssaath mein behne lagi hoon.
Song Details:
Movie/album: De Taali Singers: Shekhar Ravjiani, Shreya Ghoshal Song Lyricists: Vishal Dadlani Music Composer: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani Music Director: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani Music Label: T-Series Starring: Ritesh Deshmukh, Ayesha Takia, Aftab Shivdasani, Pavan Malhotra, Rimi Sen Release on: 20th June, 2008
Tum hi tum ho jo rahaon mein Tum hi tum ho nigahon mein Kisi din to mere dil ko To khona hi tha
Tumhen dekha Tumhein chaha Tumhein dundhaa Tumhein paya Tumhein pake hua hai jo Woh hona hi tha
Chalo ab jo bhi Tum haan ya na kaho Mere dil mein tum hi tum ho Ab to forever n ever
Bring it on 3 jana Ab to forever Bring it on 3 Ab forever sanam Bring it on 3 jana Ab to forever Bring it on 3 Ab forever sanam
Kabhi koshish bhi Mat karna mujhe pane ki Mujhe na pa sakoge tum
Banake surat ghoomoge Tum deewaane ki Kahin ke na rahoge tum
Chalo ab jo bhi Tum haan ya na kaho Mere dil mein tum hi tum ho Ab to forever n ever
Bring it on 3 jana Ab to forever Bring it on 3 Ab forever sanam Bring it on 3 jana Ab to forever Bring it on 3 Ab forever sanam
Bahut hai chahne Wale mere duniya mein Tumhein dekhu to kyon dekhu
Zameen aur aaasama Mein fasle jitne hai Samjhlo door utni hun
Chalo ab jo bhi Tum haan ya na kaho Mere dil mein tum hi tum ho Ab to forever n ever
Bring it on 3 jana Ab to forever Bring it on 3 Ab forever sanam Bring it on 3 jana Ab to forever Bring it on 3 Ab forever sanam
Tum hi tum ho jo rahaon mein Tum hi tum ho nigahon mein Kisi din to mere dil ko To khona hi tha
Tumhen dekha Tumhein chaha Tumhein dundhaa Tumhein paya Tumhein pake hua hai jo Woh hona hi tha
Chalo ab jo bhi Tum haan ya na kaho Mere dil mein tum hi tum ho Ab to forever n ever
Bring it on 3 jana Ab to forever Bring it on 3 Ab forever sanam Bring it on 3 jana Ab to forever Bring it on 3 Ab forever sanam.
Song Details:
Movie/album: Ta Ra Rum Pum Singers: Krishnakumar Kunnath (K.K), Shreya Ghoshal, Vishal Dadlani Song Lyricists: Javed Akhtar Music Composer: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani Music Director: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani Music Label: YRF Music Starring: Saif Ali Khan, Rani Mukherjee, Ali Haji, Angelina Idnani, Javed Jaffrey Release on: 27th April, 2007
har kisi ka koyi hota sahara har dil ka koyi, dil hota pyara har raat ki ek subah hoti, phulo sa khilta jahan kash aisa hota, kash koyi na rota kash pass aakar, kash koyi na khota
kash ke yu daal par, phul murjhate nahi kash hota, rang se hi saja jaha ashq aur dard ke labj hote hi nahi tutte na pyar ke khwab phir yaha tutne hi the agar kash sapne hi, jara kam hote har kisi ka koyi hota sahara har dil ka koyi, dil hota pyara har raat ki ek subah hoti, phulo sa khilta jahan kash aisa hota, kash koyi na rota kash pass aakar, kash koyi na khota
apani sari manjile, kash mil jati hame bhul humse na, koyi ek bhi hoti kash hota sathi, zindagi bhar ke liye chhuta na hath phir, hath se kabhi jo raha na sath to kash arman bhi, jara kam hote har kisi ka koyi hota sahara har dil ka koyi, dil hota pyara har raat ki ek subah hoti, phulo sa khilta jahan kash aisa hota, kash koyi na rota kash pass aakar, kash koyi na khota
Song Details:
Film cast: Boman Irani, Vivek Oberoi, Ayesha Takia Azmi, Mahima Choudhary, Arif Zakaria, Saurabh Shukla, Tiku Talsania, Victor Banerjee, Viju Khote, Piya Rai Chaudhary, Juhi Chawla, Karan Johar, Abhishek Bachchan, Suniel Shetty, Naseruddin Shah, Sanjay Suri, Shayan Munshi, Shekhar Ravjiani, Rushita Pandaya, Rajesh Balwani, Mukesh Ahuja, Shernaz Patel, Aman Verma, Sunny Aztari Singer: Boman Irani, Shaan, Sanjay Dutt, Vishal Dadlani, K K, Vaishali, Surthi, Divya, Suraj, Sunidhi Chauhan, Shekhar Ravjiani, Suraj Singh Lyricist: Vishal Dadlani Music Director: Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani Film Director: Sujoy Ghosh