Mera darpan ankhiyan teri Tujhko tarse ratiyan meri Jeena mujhko raas aane laga Jabse chehki batiyaan teri
Jogan tera mara rasiya Jag jeeta dil hara rasiya Pag tere chaubare thehre Sadke main banjara rasiya
Rasiya Yeh tera hua tune jiya moh liya Rasiya Ne tera hai jo wahi tujhe saunp diya
Mera sarmaya hai tu Tera sarmaya hoon main Aaja mujhe seench de Murjhaya hoon main
Jaise mera daaman hai tu Aur teri chhaya hoon main Tabhi tera baawra Kehlaya hoon main
Teri baahon mein hoke Lagta hai ki zameen pe Jannat sach mein agar kahin hai Yahin hai
Bankar tera yaara rasiya Soche na dobara rasiya Pag tere chaubare thehre Sadke main banjara rasiya
Rasiya Yeh tera hua tune jiya moh liya Rasiya Ne tera hai jo wahi tujhe saunp diya
Rasiya, rasiya, rasiya Mere Mere rasiya, rasiya
Song Details:
Song Title – Rasiya Movie – Brahmāstra: Part One – Shiva (2022) Director – Ayan Mukerji Starring – Amitabh Bachchan, Ranbir Kapoor, Alia Bhatt, Mouni Roy, Nagarjuna Akkineni, Dimple Kapadia, Divyendu Sharma Music – Pritam Singer – Tushar Joshi, Shreya Ghoshal Lyricist – Amitabh Bhattacharya Music Label – Sony Music India
Haan… Billori nigaahon se kare hai sau ishaare Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare Billori nigaahon se kare hai sau ishaare Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
Ishq mein hua hai thoda andha thoda behra Saiyan mera aira gaira natthu khaira
Hoor sa chehra Irani Aur leheza Hindustani Jheel si teri aankhon mein Ek halchal hai toofani
Aa…
Dekh mehfil mein aaye hain Jaan ki dene qurbani Ek mehbooba ki khaatir Aaj do do dilbar-jaani
Jinke dil ke engine tere ‘tation pe hai thehra Ho.. jinke dil ke engine tere ‘tation pe hai thehra Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira aa.. Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
Raat leke aayi hai jashntaari Aaye haye haye Kaam ghalat karne ki hai Apni baari aaye haye haye
Raat leke aayi hai jashntaari Aaye haye haye Kaam ghalat karne ki hai Apni baari aaye haye haye
Aaj naache gaayein Zara ishq vishq farmaaye Aur jaan jalaane bhaad mein jaaye saari Duniya daari aaye haaye haaye.. Oye hoye hoye hoye
Ho dil ke aaine mein jhaanke sundari ka chehra Ho dil ke aaine mein jhaanke sundari ka chehra
Billori nigaahon se kare hai sau ishaare Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare Billori nigaahon se kare hai sau ishaare Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
O.. waqt ka yeh sitam hai Tumhaare toh hum hain Tum agar ho amaanat kisi aur ki Bas mohabbat tumhari hai dualat humari Tum agar ho virasat kisi aur ki Jis din nikle jaan humari Ik baar milne aana tum leke Ijazat kisi aur ki Leke ijazat kisi aur ki
Song Details:
Singer Antara Mitra, Javed Ali, Tushar Joshi Album Kalank Lyricist Amitabh Bhattacharya Music Pritam Director Abhishek Varman Cast Varun Dhawan, Alia Bhatt, Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Aditya Roy Kapur, Sonakshi Sinha Language Hindi Choreography Remo D’Souza Music Label Zee Music Company