saaibaba ho brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai brahmaand naayak saaibaba ho
karunanidhi dayamay swaami bhaktibhaav me anteryaami ho karunanidhi dayamay swaami bhaktibhaav me anteryaami shreddha sabhuri do shabdo me shreddha sabhuri do shabdo me, jivan sukhi ban jaata hai brahmaand naayak saaibaba ho
naarayan lakshmi tum deva murlidhar bhagwati shiv bhola ho naarayan lakshmi tum deva murlidhar bhagwati shiv bhola allah ishwar naanak isha allah ishwar naanak isha sab me saai samaaya brahmaand naayak saaibaba ho
neem vreksh ke niche dekha baitha baalak shiv bam bhola ho neem vreksh ke niche dekha baitha baalak shiv bam bhola dharti jhoome, ambar naache dharti jhoome ambar naache, parvat bhi lahraata brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai brahmaand naayak saaibaba ho
Song Details:
Singer: Kamal Khan, Suresh Wadkar, Udit Narayan, Roop Kumar Rathod, Vaishali Sawant, Kunal Ganjawala, Javed Ali Lyricist: Satyprakash Dubey Music Director: Sushant Shankar, Raamlaxman, Shanjay Anand Raj
shyam hare shri shyam hare khatu wale shyam hare shyam shyam shri shyam shyam jai shyam shyam shri shyam
hum to niyam nibhate aaye khatu aane jane ka, khatu aane jane ka hum to niyam nibhate aaye khatu aane jane ka kuch tera bhi farz banta hai kuch tera bhi dharm banta hai humare ghar aane ka kuch tera bhi farz banta hai humare ghar aane ka kahtu ke sitare aaja re, bhakto ke dullare aaja re hare ke sahare aaja re, aangan me humare aaja re
jai shri shyam jai shri shyam khatu wale jai shri shyam jai shyam shyam jai shyam shyam jai shyam shyam hare hare phool bikaner se laye, chola dilli me silaya singar karne walo ko jaipur se bulaya o veer siromani sooro ke soorma tere liye banaya yaha khir churma har din hum tera diya khaye din hai tujhe jimane ka ye din hai tujhe jimane ka har din hum tera diya khaye din hai tujhe jimane ka kuch tera bhi farz banta hai kuch tera bhi dharm banta hai prasad yaha pane ka kuch tera bhi farz banta hai prasad yaha pane ka kahtu ke sitare aaja re, bhakto ke dullare aaja re hare ke sahare aaja re, aangan me humare aaja re
jai shri shyam jai shri shyam khatu wale jai shri shyam aai re o shyam dhani aai re o shyam dhani bachpan se tere rang me doobi khoi teri lagan me kaha ruk pati kaise na aati main tere kirtan me terei jot jagai aaja sanwre yaha aake fir na ja sanwre darshan ka ras barsa ja sanwre tarso ki pyas bujha ja sanwre aaja sanwre kirtan to hai ek bahana tujhko yaha bulane ka tujhko yaha bulane ka kirtan to hai ek bahana tujhko yaha bulane ka kuch tera bhi farz banta hai kuch tera bhi dharm banta hai bulaye bin aane ka kuch tera bhi farz banta hai bulaye bin aane ka kahtu ke sitare aaja re bhakto ke dullare aaja re hare ke sahare aaja re aangan me humare aaja re
jai shri shyam jai shri shyam khatu wale jai shri shyam jai shyam shyam jai shyam shyam jai shyam shyam hare hare dhai akshar ka prem dhai akshar ka shyam dhai akshar ke bhakt jape prem se naam dhai akshar ke bhakt jape prem se naam o leele wale o shish ke dani tere teen baan hain shivji ki nishani o leele wale o shish ke dani tere teen baan hain shivji ki nishani krishn sang humne to loha mana tere nishane ka loha mana tere nishane ka krishn sang humne to loha mana tere nishane ka kuch tera bhi farz banta hai kuch tera bhi dharm banta hai re bhakto ko bachane ka kuch tera bhi dharm banta hai re bhakto ko bachane ka kahtu ke sitare aaja re bhakto ke dullare aaja re hare ke sahare aaja re aangan me humare aaja re shyam rang shyam roop shyam naam hare hare hare shyam hare shyam shyam shyam hare hare tejbant shktiwan puny dhaam hare hare hare shyam hare shyam shyam naam hare hare khatu naresh ki jai dani vishesh ki jai sacche lakhdatar ki jai bolo lakhdatar ki jai bolo shyam dhani ki jai
Kal jisne janam yahaa paaya Kal jisako zulene zulaayaa Kal jisne janam yahaa paaya Kal jisako zulene zulaayaa Najadik sulaaya Godi mein uthaaya Kaandhe pe ghumaaya Jise chalanaa sikhaayaa Kyaa ye wohi ladakaa hai Kyaa ye wohi ladakaa hai Kyaa ye wohi ladakaa hai Kyaa ye wohi ladakaa hai
Kal tak jo nanhi si lali Thi komal si juhi ki kali thi Kal tak jo nanhi si lali Thi komal si juhi ki kali thi Wo totali boli Are kitani bhali thi Wo jisake simaa Bas ghar se gali thi Kyaa ye wohi ladaki hai Kyaa ye wohi ladaki hai Kyaa ye wohi ladaki hai Kyaa ye wohi ladaki hai
Prep se lekar primary Tak primary se phir dasavi tak School mein chhoda Schoolse layaa Baraso maine ye Niyam nibhaya Is ghar mein bholu Jo kehlaataa thaa Teacher se bhji jo Sharmata thaa Dekh aapki ladaki ko Dil jisakaa dhadakaa hai Jiske jawaa sine mein Aaj ek sholaa bhadakaa hai Kyaa ye wohi chhutakaa hai Kyaa ye wohi ladakaa hai
Haa ye wohi chhutakaa hai Haa ye wohi ladakaa hai
Titaliyon ke piche jo Daudaa karati thi Pariyon ke chitron mein Rang bharati thi Kab ye kali se phool ban gayi Prem si jodi prem ki dori Kab main bhudhaa huaa na janaa Jane kab ye ho gayi kishori Gudiyon ki shaadi Kal jisane rachaayi Honewaali hai Kal jisaki bidaayi Milake jise mere shehjade Ki tabiyat fadaki hai Milake jise chote saahab Ki tabiyat fadaki hai Kyaa ye wohi ladaki hai Kyaa ye wohi ladaki hai Haa ye wohi ladaki hai Bahu aapake ghar ki hai
Chunaa ek duje ko tumane Lakhon mein karodon mein Jodaa amar ho tumhaaraa Pyaar bhare jodon mein Mausam aaye mausam jaaye Tumhaaraa jeevan aur sajaaye Samay ki dhaaraa mein Hum to beh jaayenge Hamaare bol tumhaare Sang reh jaayenge Woh maryaadaaye Woh paramparaaye Jo humane nibhaayi Woh ye bhi nibhaaye Bas yahi kehnaa hai Bas yahi kehnaa hai Bas yahi kehnaa hai Bas yahi kehnaa hai.
Song Details:
Movie/album: Vivah Singers: Kumar Sanu, Ravindra Jain, Suresh Wadkar Song Lyricists: Ravindra Jain Music Composer: Ravindra Jain
kaha se layi dhund ke ye mehbuba o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbuba o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
chand sitaro me jaise phul baharo me jaise arey jod nahi koi iska hai ishq hazaro me jaise ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
chor chura lenge isko band tijori me rakhna arey bhag na jaye ye disco bandh ke jodi me rakhna ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
ye kaha se aaya hai arey kon pakdke laya hai kisi raje ki rah hai ye ya yahi banvaya hai ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
Sa re ga ma tum bhi gaao Sa re ga ma, sa re ga ma Sa re ga ma, sa re ga Ye to huye sur ab in pe bithaaye bol Tere naina tere naina tere Tum aisa karo ye gaao mere naina Mere naina, mere naina Haan tere naina mere naino se Mithi mithi baate karate hai Haan tere naina mere naino se Mithi mithi baate karate hai Mere naina, mere naina Jab naina baate karate hai Dil mulaakate karate hai Mere naina, mere naina Ho tere naina mere naino se Mithi mithi baate karate hai Tere naina mere Naino se mithi mithi mithi Mithi mithi baate karate hai
In baato se mulaakato se Koi na koi banegi kahani In baato se mulaakato se Koi na koi banegi kahani Phulo ke sang sang dil bhi khilenge Aayegi aisi rut mastaani dekhate rahna Tere naina mere naino se Mithi mithi baate karate hai Tere naina mere naino se Mithi mithi mithi Mithi mithi baate karate hai
Dekho to zara tum aisa lagata hai Mere mathe se gir gai bindiya Dekho to zara tum aisa lagata hai Mere mathe se gir gai bindiya Tujhe bindiya ki padi hui hai Mere naino se ud gai Nindiya ud gaya chaina Tere naina mere naino se Mithi mithi baate karate hai Tere naina mere Naino se mithi mithi mithi Mithi mithi baate karate hai
Kahaan le aaye darr Lagata hai gir jaaungi Thokar lagegi haan thokar lagegi Kahaan le aaye darr Lagata hai gir jaaungi, Haan thokar lagegi Aisa nahi hoga, aisa nahi hoga Mere naino se ab Sab kuchh tu dekha karegi Haan, mere naino se Ab sab kuchh tu dekha karegi, Din ho ke raina Tere naina mere naino se Mithi mithi baate karate hai Tere naina mere naino se Mithi mithi baate karate hai Jab naina baate karate hai Dil mulaakate karate hai Tere naina mere Naino se mithi mithi mithi, Mithi mithi mithi, Mithi mithi baate karate hai Sa re ga ma, sa re ga ma Sa re ga ma, sa re ga ma.
Tumse milke aisa laga tumse milke Tumse milke aisa laga tumse milke Armaan huye poore dil ke Aye meri jaan-e-wafa Teri meri meri teri ik jaan hai Sath tere rahenge sada Tumse na honge juda
Tumse milke aisa laga tumse milke
Armaan huye poore dil ke Mere sanam teri kasam Chhodenge ab na yeh hath Yeh zindagi guzregi ab Humdam tumhare hi sath Apna yeh vaada raha tumse na honge juda
Tumse milke aisa laga tumse milke Arman huye poore dil ke Aye meri jaan-e-wafa Teri meri meri teri ik jaan hai Sath tere rahenge sada Tumse na honge juda
Tumse milke aisa laga tumse milke Armaan huye poore dil ke
Maine kiya hai raat din bas tera hi intezar
Tere bina aata nahi ek pal mujhe ab karar Humdam mera mil gaya hum tum na honge juda Humdam mera mil ab hum tum na honge juda
Tumse milke Tumse milke aisa laga tumse milke Armaan huye poore dil ke Aye meri jaan-e-wafa Teri meri meri teri ik jaan hai Sath tere rahenge sada Ab hum na honge juda
Song Details:
Song: Tumse Milke Aisa Laga Tumse Milke Album: Parinda (1989) Singer: Asha Bhosle, Suresh Wadkar Musician: R. D. Burman