Lafzon se jo tha pare Khaalipan ko jo bhare Kuchh tto tha tere mere darmiyaan Rishte ko kya mod doon Naata yeh abb tod doon Ya phir yun hi chhod doon, darmiyaan Benaam rishta woh… Benaam rishta woh, bechain karta jo Ho naa.. sake jo bayaan, darmiyaan Darmiyaan Darmiyan Darmeyaan Darmeyan Kuchh tto tha tere-mere darmiyaan Haaye Darmiyaan Darmiyan Darmeyaan Darmeyan Kuchh tto tha tere-mere darmiyaan
Oh its a special feeling These moments between us How will I live without you [x2]
Aankhon mein tere saaye Chahoon tto ho na paaye Yaado’n se teri faasla haye Jaake bhi tu na jaaye Thehri tu dil mein haaye Hasrat si banke kyun bhala Kyun yaad karta hoon Mit.ta hoon banta hoon Mujhko tto laayi yeh kahaan Benaam rishta woh… Benaam rishta woh, bechain karta jo Ho na sake jo bayaan darmiyaan Darmiyaan Darmiyan Darmeyaan Darmeyan Kuch toh tha tere mere darmiyaan Haaye.. Darmeyaan Darmiyan Darmiyaan Darmeyan Kuchh toh tha tere mere darmiyaan
Hard for us to say It was so hard for us to say Can’t close a day by day But Then the world’s got me in way Darmeyaan Aaan… chalte thay jinpe hum-tum Raaste woh saare hain gum Ab kaise dhoondein manzilein Raatein hain jaise maatam Ab toh hain din bhi gumsum Roothi hain saari mehfilein Itna saa taana yun yaad aana Bann jaaye aansoon bhi zubaan
Benaam rishta woh… Benaam rishta woh, bechain karta jo Ho naa sake jo bayaan darmiyaan Darmiyaan Darmiyan Darmeyaan Darmeyan Kuch toh tha tere mere darmiyaan Haaye.. Darmeyaan Darmiyan Darmiyaan Darmeyan Kuchh toh tha tere mere darmiyaan
Maula…… Mere maula maula mere maula Maan matwala kyun hua hua re Maan maula maula mere maula Mere maula
Kis taraf hai asmaan Kis taraf zameen Khabar nahi khabar nahi Ooohhhh Jab se aaya hai sanam Mujhko khud ki bhi khabar nahi Khabar nahi Hoooohhh Hosh gul sapno ki mein bandhu gull Aankh kab khuli Khabar nahi khabar nahi
Hoo hoo Kis taraf hai asmaan Kis taraf zameen Khabar nahi khabar nahi
Mere maula maula mere maula Maan matwala kyun hua hua re Maan maula maula mere maula Mere maula
It’s got to be love It’s got to be love It’s got to be love Got to be love, coz it really got me going It’s got me going Got to be love, coz it really got me going It’s got me going Got to be love, coz it really got me going It’s got me going Got to be love, coz it really got me going It’s got me going
Jaane kab kahan kaise Tere ho gaye kaise Hum to sochte hi reh gaye Aur pyaar ho gaya Mere khawaab dil sansein Mil ke kho gaye aise Tujko dekh ke aisa to kai baar ho gaya Tu kahe dil yeh tera hi rahe Aur kya kahun Khabar nahi khabar nahi
Oooo… Kis taraf hai asmaan Kis taraf zameen Khabar nahi khabar nahi
Mere maula maula mere maula Maan matwala kyun hua hua re Maan maula maula mere maula Mere maula
Aayega woh is intezaar mein Ud chala dil wahan, sapne jahan mein janu Lagta hai woh mere kareeb hai Aisa kyun hai magar,dhunde nazar beqabu Hosh gul sapno ki mein bandhu gull Aankh kab khuli Khabar nahi khabar nahi Hoo…
Kis taraf hai asmaan Kis taraf zameen Khabar nahi khabar nahi Ooohhhh Jab se aaya hai sanam Mujhko khud ki bhi khabar nahi Khabar nahi Hoooohhh Hosh gul sapno ki mein bandhu gull Aankh kab khuli Khabar nahi khabar nahi
Oooohhooo Kis taraf hai asmaan Kis taraf zameen Khabar nahi khabar nahi
Got to be love, coz it really got me going It’s got me going Got to be love, coz it really got me going It’s got me going Got to be love, coz it really got me going It’s got me going Got to be love, coz it really got me going It’s got me going
Mere maula maula mere maula Maan matwala kyun hua hua re Maan maula maula mere maula Mere maula
Song Details:
Movie/album: Dostana Singers: Raja Hasan, Shafqat Amanat Ali Khan, Shreya Ghoshal, Vishal Dadlani Song Lyricists: Anvita Dutt Guptan Music Composer: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani Music Director: Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani Music Label: Sony BMG Starring: John Abraham, Abhishek Bachchan, Priyanka Chopra Release on: 14th November, 2008
Chan ke aai to Kya chaandni to mili Chan ke aai to Kya chaandni to mili Chand din hi sahi Yeh kali to khili Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Teri mehrbaaniyan Teri mehrbaaniyan Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi
Sirf ek rang se Tasveer hoti kahin Gham nahi to khushi Ki keemat nahi Sirf ek rang se Tasveer hoti kahin Gham nahi to khushi Ki keemat nahi
Dhoop chaaon hain Dono to dilkash jahaan Kya shikaayat karain Fursat kahaan Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Teri mehrbaaniyan Teri mehrbaaniyan Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi
Apni taqdeer ki Hai yeh daastaan Kabhi qaatilaana Kabhi mehrbaan Apni taqdeer ki Hai yeh daastaan Kabhi qaatilaana Kabhi mehrbaan
Mehrbaani jo dil Ko qaraar aagaya Apne qaatil pe Bhi pyaar aagaya Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Teri mehrbaaniyan Teri mehrbaaniyan Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi Shukriya zindagi.
Song Details:
Movie/album: Aashayein Singers: Shafqat Amanat Ali Khan Song Lyricists: Mir Ali Husain Music Composer: Salim Merchant, Sulaiman Merchant Music Director: Salim Merchant, Sulaiman Merchant Music Label: T-Series Starring: John Abraham, Sonal Sehgal, Prateeksha Lonkar, Girish Karnad, Farida Jalal, Ashwin Chitale,Anaitha Nair Release on: 27th August, 2010
Chaahe kuch na kehna Bhale chup tu rehna Mujhe hai pata, tere pyar ka Khamosh chehra, ankhon pe pehra Khud hai gawaah, tere pyar ka
Teri jhuki nazar, teri har ada Mujhe keh rahi hai ye dastaan Koi shaqs hai jo ki in dinon Tere zehan-o-dil pe hai chha gaya Teri jhuki nazar, teri har ada Mujhe keh rahi hai ye dastaan
Teri zulf jab bhi bikhar jaati hai Aye haseen tu haseen aur ho jaati hai Jo kitaabo me padhte rahe aaj tak Woh pari humko tujh mein nazar aati hai
Teri hi baahon mein, panaahon mein Rehna mujhe hardum sada Teri hi yaadon mein, nigaahon mein Rehna mujhe har dum sada Teri hi baahon me, panaahon me Rehna mujhe hardum sada Hardum sada
Chaahe kuch na kehna Bhale chup tu rehna Mujhe hai pata tere pyar ka Khamosh chehra, aankhon pe pehra Khud hai gawaah, tere pyar ka
Teri jhuki nazar, teri har ada Mujhe keh rahi hai ye dastaan Koi shaqs hai jo ki in dinon Tere zehan-o-dil pe hai chha gaya Teri jhuki nazar, teri har ada Mujhe keh rahi hai ye dastaan
Song Details:
Movie: Murder 3 Artist: Shafqat Amanat Ali Released: 2013 Genre: Indian Film Pop