kaha se layi dhund ke ye mehbuba o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbuba o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
chand sitaro me jaise phul baharo me jaise arey jod nahi koi iska hai ishq hazaro me jaise ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
chor chura lenge isko band tijori me rakhna arey bhag na jaye ye disco bandh ke jodi me rakhna ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
ye kaha se aaya hai arey kon pakdke laya hai kisi raje ki rah hai ye ya yahi banvaya hai ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
badi dheere jali raina, dhuwa dhuwa naina badi dheere jali raina, dhuwa dhuwa naina raato se haule haule kholi hai kinari ankhiyo ne taga taga bholu kaari khali ankhiyo se dhuwa jaaye na badi dheere jali raina, dhuwa dhuwa naina
palko pe sapno ki agni uthaye humne do ankhiyo ke aalne jalaye palko pe sapno ki agni uthaye humne do ankhiyo ke aalne jalaye dard ne kabhi loriya sunayi to dard ne kabhi neend se jagaya re beri ankhiyo se na jaaye dhuwa jaaye naa badi dheere jali raina, dhuwa dhuwa naina badi dheere jali raina, dhuwa dhuwa naina
jalte charago me neend na aaye phunko se humne sab taare bujhaye jalte charago me neend na aaye phunko se humne sab taare bujhaye jaane kya khoye raat ki pitari se kholu to kuve bhor ki kinari re suji ankhiyo se na jaaye dhuwa jaaye naa badi dheere jali raina, dhuwa dhuwa naina
Song Details:
Film cast: Versha, Asif, Alok Nath, Avtar Gill Singer: S.P. Balasubramaniam, Kavita Krishnamurthy, Sadhna Sargam, Suresh Wadkar, Fardeen Khan Lyricist: Sameer Music Director: Anand Milind Film Director: Shiv Kumar Film Producer: Arjun Moolchadani
dil de ke dard-e-mohabbat liya hai soch samajh ke ye sauda kiya hai maine ho maine ke [maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai] (x2) dil de ke dard-e-mohabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai
pehle pahal jab maine use dekha vo ban gayi meri kismat ki rekha khabar kya thi ye baat itni badhegi mohabbat me mehnat bhi karni padegi dilwale mehnat se darte nahi hai darte hai vo hai jo pyar karte nahi hai o maine ke maine maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai
duniya ki daulat thukara chuka hu dhup ki chaon me aakar ruka hu ye chaon meri hai meri rahegi jo mai kahunga vo duniya kahegi ye chand taare bhi thode chamkana mushkil hai mere irade badalna ke maine o maine maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai
mai teri, dil tera, ye jaan teri teri mohabbat hai pehchan meri ye aaj kehti hu ye sab ke aage ek din mai keh dungi main rab ke aage tujhko hi bigadi banana padega bichhade hue dil milana padega o maine ke maine maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai dil de ke dard-e-mohabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai [maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai maine pyar kiya, pyar kiya, pyar kiya hai] (x2) Song Details: Singer: Lata Mangeshkar, S.P. Balasubrahmanyam Movie: Maine Pyar Kiya Watch On youtube:
Ye mera dil to pagal hai Kahe tera hi aanchal hai Jo badal hai Ye mera dil to pagal hai Kahe bijali tere pairo ki payal hai
Jaha bhi main dekhu jaha jaau Tera koi roop hi paau Suraj tera chehara Kirane teri nigahe Jaha bhi mai dekhu jaha jaau Tera koi rup hi paau Suraj tera chehara Kirane teri nigahe
Hamari jo mohabbat hai, atal aise He ye jaise vo parvat hai
Chali jo ye tej hawa hai Mujhe laga tune chhua hai Rahe lagati hai mujhko Teri faili bahe Chali jo ye tej hawa hai Mujhe laga tune chhua hai Rahe lagati hai mujhko Teri faili bahe
Suno kahata ye jarna hai Mujhe tum bin Na jeena hai, na marana hai Ye mera dil to pagal hai Kahe tera hi aanchal hai Jo badal hai.
Kabhi Tu Chhalia Lagta Hai Lyrics from the movie, Patthar Ke Phool. This song is sung by Lata Mangeshkar, & S. P. Balasubrahmanyam, Reema Lagoo, & Kiran Kumar. Music composition by Raamlaxman with lyrics inscribed by Rawinder Rawal. The soundtrack album is released under T-series label.
kabhi tu chhalia lagta hai, kabhi diwana lagta hai kabhi anaadee lagta hai, kabhi awara lagta hai kabhi tu chhalia lagta hai, kabhi diwana lagta hai kabhi anaadee lagta hai, kabhi awara lagta hai too jo achcha samjhe yeh tujhpe choda hai tujhse yeh jivan bhar kaa maine naata joda hai kabhi tu nuri lagati hai, kabhi tu juli lagti hai kabhi tu chandni lagatee hai, kabhee tu paapin lagti hai tu jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai tujh se jivan bhar kaa ye naata joda hai
tere mere bich me divar na ho koyi mai intekaam lunga dushman ho jo koyi hai naya jamaana hathkadi lagengi bhadkenge woh sholay toh duniya jalengi, duniya jalengi kabhi tu jugnu lagata hai, kabhee tu jungli lagta hai kabhee funtush lgta hai, kabhee too azaad lagta hai too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai tujh se jivan bhar kaa ye nata joda hai
ek duje ke liye kurbaanee ham denge ham toh paagal premee bandhan tod denge nadiya kee pyaar hai pyaar kee manzil maine pyaar kiya hai ,gaayenge yeh do dil gaayenge yeh do dil kabhee tu shabnam lagati hai, kabhi chingaari lagti hai kabhee tu naagin lagati hai, kabhi tu jogan lagti hai too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai tujh se jivan bhar kaa ye bnaata joda hai
aayi milan ki bela gaaye dil tarana dur gagan ki chhaw me banaye aashiyaana hongi kal ki daastaan apna dostaana hamse badhkar kaun hai, hamse hai zamaana hamse hai zamaana kabhee tu leader lagata hai, kabhi tu loafer lagta hai kabhee tu hero lagata hai, kabhi tu joker lagta hai too jo achcha samjhe, yeh tujhpe choda hai tujh se jivan bhar kaa ye naata joda hai
Pehli baar mile hain milte hi Dil ne kaha mujhe pyar ho gaya Tumne pyar se dekha jabse Mujhe mera dil bekaraar ho gaya Pehli baar mile hai milte hi Dil ne kaha mujhe pyar ho gaya Tumne pyar se dekha jabse Mujhe mera dil bekaraar ho gaya
Kal tak jiske sapne dekhe Aaj woh mere saath hai Mujhko ab yeh hosh nahi hai Yeh din hai ke raat hai Aashiq tera dil hai mera Karta hai yeh aashiqui Tu hai chanchal shok Haseena tu hai meri zindagi Tere pyar mein jaanam mera Har din har pal gulzaar ho gaya Tumne pyar se dekha jabse Mujhe mera dil bekaraar ho gaya Pehli baar mile hai milte hi Dil ne kaha mujhe pyar ho gaya
Chhodo saari sharm-o-haya Tum pyar se bhi kutch kaam lo Aaisa mauka jane na do Meri baahen thaam lo Har seene ki dhadkan main Hoon har dil mujhpe hai fida Lekin mere dil ko bhaaye Zaalim teri hi adaa Dil pe aaj hamare ab toh Sanam tera ikhtiyaar ho gaya Tumne pyar se dekha jabse Mujhe mera dil bekaraar ho gaya Pehli baar mile hai milte hi Dil ne kaha mujhe pyar ho gaya
Dilkash aankhen nikhra chehra Sheeshe jaisa yeh badan Aaise chamke roop tumhara Jaise paani mein kiran Shaharon ki in galiyon mein hain Charche tere naam ke Itne saare husn ke jalwe Pyar bina kis kaam ke Mujhko gale se laga lo Jaan-e-jana mera dil bejaar ho gaya Tumne pyar se dekha Jabse mujhe mera dil bekaraar ho gaya Pehli baar mile hai milte hi Dil ne kaha mujhe pyar ho gaya.
Song Details:
Movie: Saajan Artist: S. P. Balasubrahmanyam Released: 1991