sathiya, sathiya pagle se dil ne ye kya kiya chun liya chun liya tujhko diwane ne chun liya dil to uda uda re asmaan me badlo ke sang ye to machal machal ke ga raha hai surmayi si dhun badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada
acchi lage dil ko mere har teri baat re saya tera ban ke chalu itna hai khwab re kandhe pe sar rakh ke tere kat jaye rat re bite hai din thame tera hatho me hath re ye kya hua mujhe mera ye dil fisal fisal gaya ye kya hua mujhe mera jahan badal badal gaya badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada
ninde nahi chaina nahi badlu mai karwate tare ginu ya mai ginu chadar ki salwate yado me tu khwabo me tu teri hi chahte jau jidhar dhoonda karu teri hi aahate ye jo hai dil mera ye dil suna na keh raha yehi woh bhi kya zindagi hai zindagi ki jis me tu nahi badmash dil toh thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada sathiya, sathiya pagle se dil ne ye kya kiya chun liya chun liya tujhko diwane ne chun liya dil to uda uda re asmaan me badlo ke sang ye to machal machal ke ga raha hai sun nayi si dhun badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada
thode badmaash ho tum, thode naadaan ho tum thode badmaash ho tum, thode naadaan ho tum haan magar ye sach hai hamaari jaan ho tum thode badmaash ho tum, thode naadaan ho tum thode badmaash ho tum, thode naadaan ho tum haan magar ye sach hai hamaari jaan ho tum
meri saanso ki chhankaar ho tum mera sola singaar ho tum meri aankho ka intzaar ho tum mera imaan meri shaan mera maan ho tum thode beimaan ho tum, thode shaitaan ho tum ha thode beimaan ho tum, thode shaitaan ho tum ha magar ye sach hai mere bhagwaan ho tum thode mm mm mm mm mm naadaan ho tum mm mm mm mm mm aa aa aa aa badmaash
Rom rom tera naam pukaare Ek hue din reain hamare Hum se hum hi chiin gaye hai Jab se dekhe hai nainn deewane Sajda ..
Teri kaali ankhiyon se jind meri jaage Dhadkan se tej daudu, sapno se aagey Ab jaan lutt jaaye, ye jahaan chhut jaaye Sang pyaar rahe, main rahun na rahun Sajda tera sajda, Din reain karoon na hi chain karoon Sajda tera sajda Rak vaar karoon meri jaan lut doon
Ab jaan lutt jaaye, ye jahaan chhut jaaye Sang pyaar rahe, main rahun na rahun Sajda tera sajda, (karun mein tera sajda) Din reain karoon na hi chain karoon Sajda tera sajda (karun mein tera sajda) Rak vaar karoon meri jaan lut doon
Ranjhna… naino ke teer chal gaye Sajna… saanson se dil sil gaye Palkon mein chupa loon, oh tera sajda karoon Seenay mein samaa loon, oh din reain karoon Palkon mein chupa loon, seenay mein samaa loon Tere ang ang rang mera bole
Ab jaan lutt jaaye, ye jahaan chhut jaaye Sang pyaar rahe, main rahun na rahun Sajda tera sajda, (karun mein tera sajda) Din reain karoon na hi chain karoon Sajda tera sajda (karun mein tera sajda) Rak vaar karoon meri jaan lut doon
Veliya kya hua jo dil kho gaya Mahiya ishq mein khuda mil gaya Zara aakh se pila de, oh tera sajda karoon Zara khwaab sajaa de, oh din reain karoon Zara aakh se pila de, zara khwaab sajaa de Mere hontoon pe mann tera bole
Ab jaan lutt jaaye, ye jahaan chhut jaaye Sang pyaar rahe, main rahun na rahun Sajda tera sajda, (karun mein tera sajda) Din reain karoon na hi chain karoon Sajda tera sajda (karun mein tera sajda) Rak vaar karoon meri jaan lut doon
Ohhh… Teri kaali ankhiyon se jind meri jaage Dhadkan se tej daudu, sapno se aagey Ab jaan lutt jaaye, ye jahaan chhut jaaye Sang pyaar rahe, main rahun na rahun Sajda tera sajda, Din reain karoon na hi chain karoon Sajda tera sajda Rak vaar karoon meri jaan lut doon
Song Details:
Song Name – Sajdaa Movie – My Name is Khan Singer – Rahat Fateh Ali Khan, Shankar Mahadevan & Richa Sharma Composer – Shankar Ehsaan Loy Lyricists – Niranjan Iyengar Music Label – Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd.
Now you can do it like this Take it to the level, you can do it like that Shake it to the right All my ladies and my man and my man’s and my ladies ..
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza Yeh hai udaasi, jaan ki pyaasi Shaadi se achcha tum le lo faansi Laakhon dukhon ki hoti hai ye wajah, haan wajah Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana Haan mauka hai pagle, shaadi se bachle Samjha le dil ko yeh shaadi ko machle Shaadi ke mandap se tu khud ko bhaga, haan baga Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
All you can be saying that a man is inconsiderate Whose gonna pay the bills if I now here walk in very late Hey I’m saying you can come in home late at night but I’ll be mad as hell B’coz all you wanna do is fight Fight about what? You know a man no like no stress Marriage is made by women coz the women love the mess mess What’ch talking ’bout, you think Mr. Know-it-all, Men made the marriage and that’s my last word You got to be joking my girl You gotta be stupid and dumb Don’t make me get you my girl And you’re just no fun You got me pissed You’re just a mess So, what the hell? I’m reckless I’m out of here Get out the door Coz you make me sick
Sabse pehle shaadi thi, yaaron jahan mein jisne ki Usko dhoondho, pakdo peeto, galti usne ki Woh tha saudai, banke kasai Usne toh sabki lutiya dubayi Paani mile na maaro aisi jagah, haan jagah Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Song Details:
Song Title: Zor Ka Jhatka Music Director: Pritam Chakraborty Lyrics: Irshad Kamil Singer(s): Daler Mehndi, Richa Sharma Song Duration (mm:ss): 4:15
Movie: Action Replay (2010) Director: Vipul Amrutlal Shah Starcast: Akshay Kumar, Aishwarya Rai, Rannvijay Singh, Neha Dhupia, Aditya Roy Kapoor, Sudeepa Singh, Randhir Kapoor, Kirron Kher, Om Puri, Rajpal Yadav Producer: Vipul Amrutlal Shah Banner: Blockbuster Movie Entertainers, PVR Pictures, Hari Om Entertainment Co, Sunshine Pictures Pvt Ltd Release Date: November 5th 2010
Maahi ve mohabaatein sachchiyan ne Maahi ve mohabaatein sachchiyan ne Mangda naseeba kuch aur hain Maahi ve mohabaatein sachchiyan ne Mangda naseeba kuch aur hain Kismat de maare assi ki kariye Kismat de maare assi ki kariye Kismat de maare assi ki kariye Kismat tey kiskta zor hai Maahi ve maahi ve maahi ve
Ek taraf ishq hai tanha tanha Ek taraf husn hai ruswa ruswa Ek taraf ishq hai tanha tanha Ek taraf husn hai ruswa ruswa Dono bebas huve hai kuch aise Kare to kisse kare hum shikwa Maahi ve Maahi ve mohabaatein sachchiyan ne Mangda naseeba kuch aur hain Maahi ve mohabaatein sachchiyan ne Mangda naseeba kuch aur hain Maahi ve maahi ve
Dil na tute khuda ka yeh ghar hai Tere sajde mein mera yeh sir hai Dil na tute khuda ka yeh ghar hai Tere sajde mein mera yeh sir hai Maut se darr nahin lagta mujhko Sirf tumse judaai ka darr hai
Maahi ve Maahi ve mohabaatein sachchiyan ne Mangda naseeba kuch aur hain Maahi ve mohabaatein sachchiyan ne Mangda naseeba kuch aur hain Kismat de maare assi ki kariye Kismat de maare assi ki kariye Kismat de maare assi ki kariye Kismat tey kiskta zor hai Maahi ve maahi ve maahi ve Maahi ve maahi ve maahi ve.
Song Details:
Movie/album: Kaante Singers: Richa Sharma, Sukhwinder Singh Song Lyricists: Dev Kohli Music Composer: Anand Raj Anand