tera vade pe vada hota gaya tera vade pe vada hota gaya dil betab jyada hota gaya jeene ki mahulat ghatti gayi marne ka takaja hota gaya tera vade pe vada hota gaya
ruk jaye kisi ke roke se ye ulfat ka dastur nahi aa jaye teri marji ke bina tere dar pe mujhe manjur nahi tum jitne bache utna hi kar milne ka irada hota gay tera vade pe vada hota gaya dil betab jyada hota gaya jeene ki mahulat ghatti gayi marne ka takaja hota gaya tera vade pe vada hota gaya
kasam khayi hai kismat ne hume milne nahi degi humare dil ki ye hasrat nikalne bhi nahi degi magar ye pyar to lalkar ke dar se nahi rukta shehnshao ki hasti kya khuda se bhi nahi jhukta shehnshao ki hasti kya khuda se bhi nahi jhukta thukra ke jahan mera dil to tujhe pane pe aamada hota gaya tera vade pe vada hota gaya
Song Details:
Film cast: Kiran Kumar, Radha Saluja, Dinesh Hingoo, Ranjeet, Paintal, Jankidas, Jugnu Singer: Krishna Kalle, Preeti Sagar, Vani Jayaram, Mohammed Rafi Lyricist: Rameshwar Tyagi, Kulwant Jani Music Director: Shyamji Ghanshyamji Film Director: Devi Sharma
Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai Bandhwalo rakhi Bandhwalo rakhi Bahna ka isme pyar hai Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai
Is rakhi ke badle mein Tum desh ki raksha karna Desh drohiyo aur bahar ke Dusman se tum ladna Apne pyare bhaiya se Apne pyare bhaiya se Ye kahne ka adhikar hai Ye raksha bandhan Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai
Kathin rah mein ye rakhi Hi degi sath tumhara Nek rah par chalte Rahna hoga uday sitara Nek kam karne walo se o Nek kam karne walo se Bagat mein sansar hai Ye raksha bandhan Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai
Beet gaye jo beet gaye Dil beete din mat dekho Aane wale aise jan ho bas Ye socho kisi ek ke liye nahi hai Kisi ek ke liye nahi hai sabke Liye bahar hai ye raksha bandhan Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai
Sach pucho to is dharti Par bahno ki hai kami nahi Aage karo kalai apni Apno ki hai kami nahi Bhai hai bujdar to uski Bhai hai bujdar to uski Bahna bhi bujdar hai Ye raksha bandhan Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai
Subah ka bhula sham ghar Aaye to bhi chalo ganimat hai Dharti to sabki kahti hai Ye ishwar ki niyat hai Balihari kache dhage ki Balihari kache dhage ki Bahka ka udhar hai Ye raksha bandhan Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai
Is bandhan ki raksha Karne wale log fale hai Bahan ke aashiwad pyar Se kitne log badhe hai Bahna ka bhai ki khatir Mamta aur dular hai Ye raksha bandhan Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai Bandhwalo rakhi Bahna ka isme pyar hai Ye raksha bandhan Sabse bada tyohar hai.
Song Details:
Movie/album: Hum Bachhey Hindustan Ke Singers: Preeti Sagar Song Lyricists: N/A Music Composer: Zameer Bikaneri Music Director: Zameer Bikaneri Music Label: Saregama Starring: Umesh Khanna, Saudamini Rawal, Sumeet Varma, Pallavi Joshi, Sanjay Mehta, Sharda Release on: 1st January, 1984