Aaja tujhpe main rakh doon chand ko Is tarah paaloon tere aasmaan ko Baadalon sa main ban ke har jagah tujhse mil ke
Betahasha, betahasha tujhko chahun main Betahasha, betahasha, tujhko chahun main Pehle se thoda jyada, tujhko hi chahun main Haayeee…
Tum hanso to jaane mujhko kyun khusi milti hai Haa.. Tum hanso to jaane mujhko kyun khusi milti hai Tum jo rutho yaara meri aankhe bhi roti hai Tujhse hi to main chal ke ruk gaya teri hadoo pe
Betahasha, betahasha tujhko chahun main Betahasha, betahasha, tujhko chahun main Pehle se thoda jyada, tujhko hi chahun main Haayeeee…
Tum subah ke saare sapne jo bhi sach hote hai Haa… tum subah ke saare sapne jo bhi sach hote hai Tum ko hi rakh ke siwa main raat bar sote hai Dhoop sa kabhi bankar aa milun aa mere subah se
Betahasha, betahasha tujhko chahun main Betahasha, betahasha, tujhko chahun main Pehle se thoda jyada, tujhko hi chahun main Haayeeee…
Song Details:
Movie: Kaashi in Search of Ganga Artists: Sonu Nigam, Palak Muchhal, Sonu Nigam and Palak Muchhal Released: 2018
Aankhon mein aansoo leke hoton se muskuraye Aankhon mein aansoo leke hoton se muskuraye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye
Aankhon mein aansoo leke hoton se muskuraye Aankhon mein aansoo leke hoton se muskuraye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye
Jo tut ke na tute koi aisa dil dikhaye Jo tut ke na tute koi aisa dil dikhaye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye
Maine to ki mohabbat tune ki bewafai Taqdeer ye hamari kis mod pe le aayi Taqdeer ye hamari kis mod pe le aayi Tute hai is tarha dil aawaz tak na aaye Tute hai is tarha dil aawaz tak na aaye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye
Afsos mere dil ko mujhko bhula diya hai Meri wafa ka tune achha sila diya hai Meri wafa ka tune achha sila diya hai Tumne to keh diya haan bayan bhi kar na paaye Tumne to keh diya haan bayan bhi kar na paaye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye Aankhon mein aansoo leke hoton se muskuraye Aankhon mein aansoo leke hoton se muskuraye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye..
Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye Hum jaisi jee rahe hai koi jeeke to bataye..
Song Details:
Movie/album: Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha Singers: Palak Muchhal, Yasser Desai Song Lyricists: Nadeem Saifi Music Composer: Nadeem Saifi Music Director: Nadeem Saifi Music Label: Shree Krishna International Starring: Shiv Darshan, Upen Patel, Natasha Release on: null
Kuchh sawaal pyar ke lab pe hai ruke ruke Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain Tere do nain tere do nain..
Ehsaas bhi hai kya tujhko meri deewangi ka Tere hi dam se mujhe mein hai ye rang aashiqi ka Ye ishq rog dil ka hai kehta zamana sara Is raah ko chuna jisne woh jeet ke bhi haara
Jeet ho yaa haar ho ab to chal pade kadam Mera mujh mein kuchh nahi tere ho chuke hai hum Mera mujh mein kuchh nahi tere ho chuke hai hum Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain Tere do nain tere do nain..
Is dil ki bas ye khwahish thi apna bana loon tujhko Aisa karam huaa rab ka tum mil gayi hai mujhko Sapno mein reh ke jeena kyun ab tak mujhe na aaya Na jaane kaise kab kis din tune ye dil churaya
Teri mushkurahate aur ye teri adda Karvate si dil ne li dhadkano ne di sadaa Karvate si dil ne li dhadkano ne di sadaa Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain Tere do nain tere do nain..
Kuchh sawaal pyar ke lab pe hai ruke ruke Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke Jaadu kar gaye hai kya nain ye juke juke Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Haaye le gaye le gaye le gaye le gaye dil ka chain Tere do nain mere naino mein rehte hai ab to saari rain Tere do nain tere do nain..
Song Details:
Movie/album: Ek Haseena Thi Ek Deewana Tha Singers: Palak Muchhal, Yasser Desai Song Lyricists: Nadeem Saifi Music Composer: Nadeem Saifi
Huye bechain pehli baar, Humne raaz ye jaana… Mohabbat mein koi aashiq, Kyon ban jata hai deewana…
Agar iqrar ho jaye, Kisi se pyaar ho jaye, Bada mushkil hota hai dil ko samjhana…
Huye bechain pehli baar, Humne raaz ye jaana… Mohabbat mein koi aashiq, Kyon ban jata hai deewana…
Tasabbur ke haseen lamhe tera ehsaas karte hain, Tera jab zikra aata hai to milne ko tadapte hain, Humara haal na puchho ki duniya bhool baithe hain, Chale aao tumhare bin na marte hain na jeete hain…
Suno achcha nahi hota kisi ko aise tadpana, Mohabbat mein koi aashiq kyun ban jata hai deewana..
Agar ye pyaar ho jaye kisi pe dil jo aa jaye, Agar ye pyaar ho jaye kisi pe dil jo aa jaye, Bada mushkil hota hai dil ko samjhana..
Huye bechain pehli baar Humne raaz ye jaana
Tu hi hai tu hai, Tu hi hai… Oooo…
Phalak se poochh lo chahe, Gawah ye chhand taarein hain, Na samjho ajnabee sadiyon se , Hum to bas tumhare hain,
Mohabbat se nahi waaqif, Bahot anjaan lagti ho, Hume milna jaroori hai, Haqeeqat na samajhti ho..
Koi kaise samajh paye Kisi ke dil ka afsana Mohabbat mein koi aashiq Kyon ban jata hai deewana