meri yaado me hai tu aankho me chhupa chehra tera ho dil se jaise dhadkan ka waise tujhse rishta mera ho tu mera kal hai tu hi meri zindagi ho meri yaado me hai tu aankho me chhupa chehra tera
rah rah ke teri wo mithi hansi satane lagi is ghadi ho chhoti khata ki saza ye badi hai mushkil me jaa hai padi ho bagiya pe jaise mali ka waise tujhse gehara mera rishta o tu mera kal hai tu hi meri zindagi o meri yaado me hai tu aankho me chhupa chehra tera ho
gale se laga ke mai ji bhar ke dekhu par dur tu hai waha ho pal pal judai ke chubhte hai kaante jaye jiya na yaha ho jaise khushboo sa man hai waisa bandhan hai tera mera ho tu mera kal hai tu hi meri zindagi o meri yaado me hai tu aankho me chhupa chehra tera ho dil se jaise dhadkan ka waise tujhse rishta mera ha
Song Details:
Film cast: Sarika, Jackie Shroff, Zain Khan, Saurabh Shukla, Vijay Raaz, Swini Khara, Lilette Dubey, Shamita Shetty Singer: Neha Bhasin, Shaan, Aadesh Shrivastav, Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan, Akruti Kakkar, Vicky Chandra, Shreya Ghoshal, Hamza Faruqui, Zain Khan, Swini Khara, Sameer Lyricist: Sameer, Vishal Navnit, Kuku Prabhash, Guru Sharma Music Director: Aadesh Shrivastav, Guru Sharma Film Director: Lucky Kohli, Rajesh Bajaj Film Producer: Lucky Kohli, Munish Purii, A P Parigi
woah woah lets go, go back partners in crime no one here be stoppin our crime we are still in trinity times crossin all the sanity lines never ever drop back down no greater the talk, better the show bikram bala make it one day so watch out, watch out, for gunday
aag hai angaar hai, tevar hi talwaar hai koyle ki khaano se hum, nikle deewaano se hum ke rab apna hai, hum hain rab ke bande gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday
paida huve bheed me par nikal aaye bheed se woh bole hum gunday par hum bas veer hain koyle se nikle do heere gunday aaye tode saari zanjeere ruke na hum, aise teer hai
raato se din chhina hai, chadhte sooraj sa sina hai daudta rag me hai yeh khoon tezaab sa raato se din chhina hai, chadhte sooraj sa sina hai daudta rag me hai yeh khoon tezaab sa koyle ki khano se hum, nikle deewaano se hum ye rab apna hai, hum hain rab ke bande gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday gunday
Song Details:
Film cast: Ranveer Singh, Arjun Kapoor, Priyanka Chopra, Irrfan Khan, Sushant Singh Singer: Javed ali, Shadaab Faridi, Bappi Lahiri, K K, Neeti Mohan, Vishal Dadlani, Neha Bhasin, Shahid Mallya, Altamash Faridi, Sohail Sen, Kinga Rhymes, Monali Thakur, Arijit Singh Lyricist: Irshad Kamil, Ali Abbas Zafar, Bappi Lahiri, Gautam Susmit Music Director: Sohail Sen Film Director: Ali Abbas Zafar Film Producer: Aditya Chopra External Links: Gunday at IMDB Gunday at Wikipedia
Ye ishq hai wo aatish Galib Jo jalaye na jale, bujhaye na bujhe
Apni salamati hai mangti Tujh se nazar oh naaznin Salaam se na kaam se Dil ki kai baaten bani
Ho… ho…
[Asalaam-E-Ishqum yaara Asalaam-E-Ishqum] x 4
O meri adaayen teer hain Haan meri adaayen teer hain Meri adaayen teer hain Mere yaar nishana tum..
[Asalaam-E-Ishqum yaara Asalaam-E-Ishqum] x 2
Apni salamati hai mangti Tujh se nazar oh naaznin Salaam se na kaam se Dil ki kai baaten bani
Haan maar de, ya chod de tu Rakh le dil ya tod de tu Aisa koi mod de tu Zindagi mein ho maza..
Haan yaad hain angdaiyon mein Mil ke bhi tanhaiyon mein Husn ki parchhaiyon mein Khoobsurat kafila Re husn gali mein saikadon Re husn gali mein saikadon Husn gali mein saikadon
Deewane ho gaye gum
[Asalaam-E-Ishqum yaara Asalaam-E-Ishqum] x 2
Soch koi raat aisi Raat mein ho baat aisi Baat mein barsaat aisi Jis mein bheege manchala
He.. raat ka tanha safar ho Ishq apne zor par ho Karvatein kuchh humsafar hon Aag bin ho tann jala
Haye ek baar dhuyen se husn ke Ek baar dhuyen se husn ke Ek baar dhuyen se husn ke Thoda sa bhar lo dum
[Asalaam-E-Ishqum yaara Asalaam-E-Ishqum] x 2
Apni salamati hai mangti Tujh se nazar oh naaznin Salaam se na kaam se Dil ki kai baaten bani
[Asalaam-E-Ishqum yaara Asalaam-E-Ishqum] x 4
Song Details:
Artists: Bappi Lahiri, Neha Bhasin Movie: Gunday Released: 2013 Nominations: Stardust Award for Standout Performance by a Lyricist, Stardust Award for New Musical Sensations (Female)
Roshan dil ka resha resha Na ho jaaye to kehna Jaisa socha sab kuchh waisa Na ho jaaye to kehna x (2)
Zyada nahi to auna pauna Ya phir ratti bhar
Shuru shuru kar, shuru shuru kar Shuru shuru kuchh shuru to kar Jahan bhi hai tu wahin se yaara Koyi kahani shuru to kar x (2)
Shuru kar Shuru shuru kar
Muntashir.
Shuru Kar Song Detail: Song: Shuru Kar Movie: Aiyaary Singers: Amit Mishra, Neha Bhasin, Rochak Kohli Musicians: Rochak Kohli Lyricists: Manoj Muntashir
Shuru Kar Lyrics Follow Amit Mishra on Bandsintown
Roshan dil ka resha resha Na ho jaaye to kehna Jaisa socha sab kuchh waisa Na ho jaaye to kehna x (2)
Zyada nahi to auna pauna Ya phir ratti bhar
Shuru shuru kar, shuru shuru kar Shuru shuru kuchh shuru to kar Jahan bhi hai tu wahin se yaara Koyi kahani shuru to kar x (2)
Shuru kar Shuru shuru kar
Powered By
PlayUnmute Loaded: 1.00% Fullscreen Shuru kar Tu jugnu hai par noor tera Raaton ko khal jayega Tu kya hai, teri keemat kya Tujhko bhi pata chal jaayega x (2)
Jud ja kisi soch ke aage Ban ke ek sifar
Shuru shuru kar, shuru shuru kar Shuru shuru kuchh shuru to kar Jahan bhi hai tu wahin se yaara Koyi kahani shuru to kar x (2)
Yeh ambar ki unchai to
Bas aankhon ka dhoka hai Jisko sab mushkil kehte hain Sach puchho to woh mauka hai Duniya vuniya badal jaayegi Pehle badal nazar
Shuru shuru kar, shuru shuru kar Shuru shuru kuchh shuru to kar Jahan bhi hai tu wahin se yaara Koyi kahani shuru to kar x (2)
Shuru kar Shuru shuru kar Shuru kar
Song Details:
Song: Shuru Kar Movie: Aiyaary Singers: Amit Mishra, Neha Bhasin, Rochak Kohli Musicians: Rochak Kohli Lyricists: Manoj Muntashir
Na woh akhiyan ruhani kahin Na woh chehra noorani kahin Kahin dil wali baatein bhi na Na wo sajri jawani kahin
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)
Na toh hansna rumaani kahin Na toh khushboo suhani kahin Na toh rangli adayein dekhin Na toh pyari si nadaani kahin Jaisa tu hai waisa rehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x4)
Baarishon ke mausamon ki bheegi hariyali tu Sardiyon me gaalon pe jo aati mere lali tu Raaton ka sukoon Raaton ka sukoon bhi hai Subah ki azaan hai Chahaton ki chaadaron mein kare rakhwali tu
Kabhi haq saare rakhta hai Kabhi samjhe begaani kahin Tu toh jaanta hai marke bhi Mujhe aati hai nibhani kahin Woh hi karna jo hai kehna
Jag ghoomeya thaare jaisa na koi (x2)
Apne naseebon mein yaa Honsle ki baaton mein Sukhon aur dukhon wali Saari saugaaton mein
Sang tujhe rakhna hai Sang tujhe rakhna hai Tere sang rehna Meri duniya mein bhi Mere jazbaaton mein
Teri milti nishani kahin Jo hai sabko dikhani kahin Main toh jaanti hoon marke bhi Tujhe aati hai nibhani kahin Woh hi karna jo hai kehna