Main usse ishq karta tha Woh mere saath padhti thi Woh mujhse ruthi rehti thi Na koi gaur karti thi Mujhe ignore karti thi Can’t you see I am in love with you Say i do i do i do kehde Haan ji haan ji kehde kehde Haan kehde haan kehde haan
Qubool karle tu shamra Ke na ghabra ke Qubool karle tu halke Se ishaare se qubool karle
Yeh ladka bada achha hai Yeh dil ka bhala lagta hai Agar saat pheron kaho Jyaada bhi le sakta hai Aye sun suna Gaya waqt aata nahi Aye chal chal na Yeh mauka hain jaane na de Main tumse ishq karta hoon Main tumpe jaan deta hoon Agar maano toh arji Leke aaya hoon Ke marzi ho anguthi Pesh karta hoon He is so handsome He is a dude Say i do i do i do Didi abke naa mat karna Hogi sabki shaamat warna Abke shaadi mukarna nahi
Qubool karle yeh mauke Ki nazaakat hain Qubool karle sharifon Ki shararat hain Qubool karle barson Ki ek mannat hain Qubool karle
Gale se surila lage Mujhe toh rangila lage Isse kass lo kundli mein tum Agar thoda dhila lage Aji ji haan Yeh sanjog ki baat hain Kya ji ji kya Yeh mahurat mubarak rahe Tumhen jo bhi pasand hoga Wohi meri pasand hogi Agar chaahogi raaten Lambi ho jaaye toh Maano main dinon ko Chhota kar dunga Girl he is dude to be truly true Say i do i do i do i do Didi maan bhi jaaon abke Abke bachhon ki zidd maano Yeh mahurat nikal jaaye na
Qubool kar le Qubool kar le issi mein Ab bhala hoga Qubool kar le kismat Mein likha hoga Qubool kar le jo hona Hai jaroor hoga Qubool kar le qubool.
Song Details:
Movie/album: Jaan-E-Mann: Let’s Fall in Love… Again Singers: Amit Sana, Monali Thakur, Prajakta Shukre, Rahul Vaidya, Suzanne D’Mello, Udit Narayan
Shayaron se lafz leke todhe se udhar Bolana yeh chahata hoon dil se tumko yaar Ho raha tha, ho gaya hai halka sa khumar Koi naa raha hai dil pe apne zor
Love me thoda aur.. Love me thoda aur.. Love me thoda aur.. Thoda aur..
Ho… O… O.. ho.. Ho… O… O.. ho..
Teri baaton ki pyaari si Mithi se khushboo mein leke Saath mein.. muskuraata sa..
Neendon se, khwabon se Milta hoon main to raat mein Yeh adaa hai nai, yeh adaa aa gai Tu jo mila kabhi na kiya tha Khud pe itna gaur.. Love me thoda aur.. Love me thoda aur.. Love me thoda aur.. Love me thoda aur..
Tum ho ya na ho Lagta hai jaise ki ab tum hi to ho Har ghadi milta tumse hoon Jitna main utni hi milne ki wajah hai badhi.. Milne ki koshishein Pyaar ki khwahishein hoti rahein
Tujhe dekh ke hain saansein karti shor
Love me thoda aur.. Love me thoda aur.. Love me thoda aur..
Ho… O… O.. ho..
Song Details:
Song: Love Me Thoda Aur Album: Yaariyan (2014) Singer: Arijit Singh, Monali Thakur Musician: Anupam Amod Lyricist: Irshad Kamil Star Cast: Himansh Kohli, Serah Singh, Nicole Faria, Devanshu Sharma, Rakul Preet etc. Director: Divya Khosla Kumar
Ni Main Kya Soniyo Mid Night Hogi Hud Naa Kehna Good Night Good Good Good Good Good Good Good Good Night Good Good Good Good Good Good Good Good Night
Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night
Agar Main Pizza Delivery Boy Hota To 20 Minute Mein Hot Hot Tere Saath Hota Darwaza Tum Kholti Has Ke Meri Bell Pe Buy One Get One More Free Offer Hote Tarah Tarah Ke
Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night
Kini Soni Lagdi Ni Kudiye Tenu Dekh Vaik Asi Jee Lenge Kini Soni Lagdi Ni Kudiye Haye
Samajh Lo Ek Nurse Hoon Main Tumhare Nabz Dekh Lu Main Samajh Lo Ek Nurse Hoon Main Tumhare Nabz Dekh Lu Main
Tumhari Saans Tham Chuki Hain Aa Teri Saansein Lelu Main Chuna To Maine Tumhare Dil Ko Sajaa Doon Main Badi Pyaar Nu
Good Good Good Good Good Good Good Night Good Good Good Good Good Good Good Night
Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night Meri Fantasy Come n see Meri Fantasy Come n see Good Night
Main Kia Soniyo Hun Ta Meri Bhi Bas Hogi Hun Ta Keh Do, Good Night!
Song Details:
Movie/album: Dil Kabaddi Singers: Jaspreet Singh, Monali Thakur, Poroma Banerjee Song Lyricists: Virag Mishra Music Composer: Sachin Gupta Music Director: Dhruv Dhalla, Sachin Gupta Music Label: Sony BMG Starring: Irrfan Khan, Rahul Bose, Rahul Khanna, Konkona Sen Sharma, Soha Ali Khan, Payal Rohatgi Release on: 5th December, 2008
Dil mein daraare.. (O..) Dil mein daraare.. (O..) Dil mein daraar hain daraare hain (O..) Dil mein kai hai daraare Yade teri hai daraare (O..)
Toote jo tinka Toh hawao ka aasra Toota sitara Toh duao ka aasra Dil toot jayein Toh woh jayein kahan
Darbadar hai darbadar khudaya Darbadar hai bekhabar ye dil Darbadar ka humsafar na koi Darbadar ki manzil (O.. ) Darbadar hai darbadar khudaya Darbadar hai bekhabar ye dil Darbadar ka humsafar na koi Darbadar ki manzil (O..)
Saani.. gamamadapasarinisa..
Hai adhure sire jo Woh khulein hi rahe toh Tum se hi the yahi Maan ke hum chale toh
Yeh jo thoda shikwein hain tera mera gila agar hota nahin Chahe lage ya na lage dil tootne ka Dar hota nahin Socha hai pehle bhi kitna Par hota nahin
Darbadar hai darbadar khudaya Darbadar hai bekhabar ye dil Darbadar ka humsafar na koi Darbadar ki manzil (Repeat 3 times)
Movie: I Me Aur Main (2013) Director: Kapil Sharma (Debutant) Cast: John Abraham, Chitrangada Singh, Prachi Desai, Zarina Wahab, Mini Mathur, Raima Sen Producer: Shrishti Behl Arya, Goldie Behl, John Abraham Banner: Reliance Entertainment, Pollen Entertainment, Rose Movies Release Date: March 1st 2013
Aye mann pankha Laga de mohe Kar de riha udd jaane de Ho aye mann pankha Laga de mohe Kar de riha udd jaane de Woh ghar ka aangana Aan hain yaad re Woh ghar ka aangana Aan hain yaad re Kaahein tu sisake mann Aa ghar chalein hum Kaahein tu sisake mann Aa ghar chalein hum
Sisam ki chhoti Sringaar daani Sisam ki chhoti Sringaar daani Chhopi thi jisme Aadhi kahaniya Chitak chitaiyaa Kare koi aake batiyaan Bacha sa bachapan Budhe da laali Boonde the hum Use jispe nishaani Dekho kahin mujhe se Chale re loat chale Uss ghar ke angana haa Woh ghar ka aangana Aan hain yaad re Kaahein tu sisake mann Aa ghar chalein hum Kaahein tu sisake mann Aa ghar chalein hum
Neendo ki chodi Pagdandi o par Neendo ki chodi Pagdandi o par Rakha hain khwabon Ka deeya jalakar Khojat puchhat Chalat chali aankhiyaan Chalne chale saare Aansu ko dho kar Chal raat rakha de Subaha ke ghar par Chalo chale ab se Wahin loat chale Mere gharke aangana Woh ghar ka aangana Aan hain yaad re Kaahein tu sisake mann Aa ghar chalein hum Kaahein tu sisake mann Aa ghar chalein hum
Aye mann pankha Laga de mohe Kar de riha udd jaane de Woh ghar ka aangana Aan hain yaad re Woh ghar ka aangana Aan hain yaad re.
Song Details:
Movie/album: Lakshmi Singers: Monali Thakur Song Lyricists: Manoj Yadav Music Composer: Tapas Relia Music Director: Tapas Relia Music Label: Tips Music Starring: Monali Thakur, Shifaali Shah, Ram Kapoor, Satish Kaushik, Nagesh Kukunoor, Flora Saini, Vibha Chibbar, Gulfam Release on: 17th January, 2014
Dariya ho dariya ho Dariya ho ho dariya ho ho ho Chhamak chhamak ke prem ki Dhara har mod pe yun rasta khole Thumak thumak Ke manwa naache Ishq ki boli koyal bole Ishq ruhaani hai Ishq mehboobi hai Barmana aata hai Isme ye khoobi hai O teri baat se o mere Sathiya jaadu sa kya chhalka Chhalkaa haaye ho chhalka
Ishq juda hai mera Ishq sila hai mera Ishq wafa hai mera ishq ishq Ishq duaa hai meri Ishq heena hai meri Ishq khuda hai mera ishq ishq Ishq ki lazzat asshiq Jaane aur na koi jaane Ishq ki azmat aashiq Samjhe aur na koi samjhe O teri baat se mere sathiya Jaadu sa kya chhalka O chhalka Dariya ho dariya ho Dariya ho ho dariya ho ho ho.
Song Details:
Movie/album: Kamaal Dhamaal Malamaal Singers: Monali Thakur, Shadab Faridi Song Lyricists: N/A Music Composer: Sajid Ali, Wajid Ali Music Director: Sajid Ali, Wajid Ali Music Label: T-Series Starring: Nana Patekar, Paresh Rawal, Om Puri, Shreyas Talpade, Rajpal Yadav, Shakti Kapoor, Asrani, Anjana Sukhani Release on: 28th September, 2012