Naseeb insan ka naseeb insaan ka Naseeb insaan ka chahat se hi sanwarta hai Kya bura ismein kisi par jo koi marta hai
Hum tumhe chahte hain aise Hum tumhe chahte hain aise Marne wala koi.. Marne wala koi zindagi chahta ho jaise Hum tumhe chahte hain aise
Rooth jao agar tum to kya ho Rooth jao agar tum to kya ho Pal mein aise lage Pal mein aise lage jism se jaan jaise juda ho Hum tumhe chahte hain aise Marne wala koi.. Marne wala koi zindagi chaahta ho jaise Hum tumhe chahte hain aise
Zindagi bin tumhare adhoori Zindagi bin tumhare adhoori Tumko pa loon agar.. Tumko pa loon agar har kami meri ho jaaye poori Zindagi bin tumhare adhoori
Le chalenge tumhe hum wahan par Le chalenge tumhe hum wahan par Tanhaai sanam.. Tanhaai sanam shehnai ban jaaye jahan par Hum tumhe chahte hain aise
Hum tumhe chahte hain aise Marne wala koi.. Marne wala koi zindagi chahta ho jaise Hum tumhe chahte hain aise
Female version:
Zara poochho to mera irada Zara poochho to mera irada Mujhe kis-se hai pyar Mera dil ka hai kaun shehzada Zara poochho to mera irada
Mere khwaabon mein jo saj raha hai Woh khuda to nahin Par zamane mein sabse juda hai Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Song Detail Song : Hum Tumhe Chahte Hain Aise Album : Qurbani (1980) Singer : Anand Kumar C, Kanchan, Manhar Udhas Musician : Kalyanji, Anandji Lyricist : Indeevar