Yeh hawa yeh hawa yeh hawa Yeh fiza yeh fiza yeh fiza Hai udaas jaise Mera dil mera dil mera dil Aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja Aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja
Aa ke ab to chandni bhi Zard ho chali ho chali ho chali Dhadkanon ki narm aanch Sard ho chali ho chali ho chali Dhal chali hai raat Aake mil aake mil aake mil Aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja Aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja
Raah mein bichhi huyi hai meri
Har nazar har nazar har nazar Main tadap raha hoon aur tu hai Bekabar bekabar bekabar Ruk rahi hai saans Aake mil aake mil aake mil Aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja Aa bhi ja aa bhi ja aa bhi ja
Song Details:
Song: Yeh Hawa Yeh Fiza Aa Bhi Ja Album: Gumrah (1963) Singer: Mahendra Kapoor Musician: Ravi Shankar Lyricist: Sahir Ludhianvi Star Cast: Sunil Dutt, Ashok Kumar, Mala Sinha, Nirupa Roy, Shashikala etc. Director: B. R. Chopra
Aap aaye to khayale Dile nashad aaya Aap aaye to khayale Dile nashad aaya Kitne bhoole huye zakhmon Ka pata yaad aaya Aap aaye to khayale Dile nashad aaya Aap aaye
Aapke lab pe kabhi Apna bhi naam aaya tha Shokh nazron se mohabbat Ka salaam aaya tha Umar bhar sath nibhane Ka payaam aaya tha
Umarbhar sath nibhane Ka payaam aaya tha
Aapko dekh ke Woh ahde wafa yaad aaya Kitne bhoole huye zakhmon Ka pata yaad aaya Aap aaye to khayale Dile nashad aaya Aap aaye
Rooh mein jal uthe Bujhti huyi yaadon ke diye Kaise deewane the Aapko paane ke liye Yoon to kuchh kam nahi Jo aapne ehsaan kiye
Jo aapne ehsaan kiye
Par jo maange se na paaya Woh sila yaad aaya Kitne bhoole huye zakhmon Ka pata yaad aaya Aap aaye to khayale Dile nashad aaya Aap aaye
Aaj woh baat nahi Phir bhi koyi baat to hai Mere hisse mein yeh Halki si mulakaat to hai Ghair ka hoke bhi yeh Husn mere sath to hai Ghair ka hoke bhi yeh Husn mere sath to hai
Haaye kis waqt mujhe Kab ka gila yaad aaya Kitne bhoole huye zakhmon Ka pata yaad aaya Aap aaye to khayale Dile nashad aaya Aap aaye
Song Details:
Song Title: Aap Aaye To Khayaala-Ye-Dila-Ye-Naashaad