Song Title- Ek Pyar Ka Nagma Hai Movie- Shor (1972) Singers- Mukesh and Lata Mangeshkar Lyrics- Santosh Anand Music- Laxmikant-Pyarelal Music- Label Saregama
Pyar hua ikrar hua hai Pyar se phir kyun darta hai dil Pyar hua ikrar hua hai Pyar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil Malum nahi hai kahan manzil Kehta hai dil rasta mushkil Malum nahi hai kahan manzil
Pyar hua ikrar hua hai Pyar se phir kyun darta hai dil
Kehta hai dil rasta mushkil Malum nahi hai kahan manzil Pyar hua ikrar hua hai Pyar se phir kyun darta hai dil
Kaho ki apni preet ka Geet na badlega kabhi Tum bhi kaho is raah ka Meet na badalega kabhi
Pyar jo toota pyar jo choota Chand na chamkega kabhi Aaha ha aaha ha aaha ha aaha ha Aa aa aa aa
Pyar hua ikrar hua hai Pyar se phir kyun darta hai dil Kehta hai dil rasta mushkil Malum nahi hai kahan manzil Pyar hua ikrar hua hai Pyar se phir kyun darta hai dil
Raaton dason dishaon se Kahengi apni kahaaniyan Preet hamare pyar ke Dohrayengi jawaniyan Main na rahungi tum na rahoge Phir bhi rahengi nishaniyan
Pyar hua ikrar hua hai Pyar se phir kyun darta hai dil Kehta hai dil rasta mushkil Malum nahi hai kahan manzil Kehta hai dil rasta mushkil Malum nahi hai kahan manzil Pyar hua ikrar hua hai Pyar se phir kyun darta hai dil Song Details: Movie : Shri 420
Yeh shokh sitare Yeh shokh sitare Yeh shokh sitare Ik shokh nazar ki tarah Karte hai ishare Yeh shokh sitare Yeh chandani rate Yeh chandani rate Yeh chandani rate Yeh chandani rate Karti hai mujhse sada Yeh mere chand ki bate Yeh chandani rate
Yeh pyar ke din hai Yeh pyar ke din hai Yeh pyar ke din hai Inkar nahi kijiyeh Ikarar ke din hai Yeh pyar ke din hai Ha dil dhol raha hai Dil dhol raha hai Dil dhol raha hai Dil dhol raha hai Chinta ke taraju Mein mujhe tol raha hai Dil dhol raha hai
Chainta na karo ji Chainta na karo ji Chainta na karo ji Duniya yuhi kehti hai Na duniya se daro ji Chainta na karo ji Ha yeh rut suhani Yeh rut suhani Yeh rut suhani Yeh rut suhani
Har phool ke hotho pe hai Apni hi kahani yeh rut suhani Ha do bichade huey dil Do bichade huey dil Ha do bichade huey dil Ha do bichade huey dil Takdeer ki khubi hai ke Phir se gayeh mil Do bichade huey dil.
Song Details:
Movie/album: Ek Thi Ladki Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Song Lyricists: Aziz Kashmiri Music Composer: Vinod
Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai
Pehli pehli baar milaata hai yehi Seene mein phir aag lagaata hai Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi Hansata hai yehi.. yehi rulaata hai
Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai (Male)
Saari saari raat jagaata hai yehi Ankhiyon se neend churaata hai Sachche jhoothe khwaab dikhaata hai yehi Hansata hai yehi.. yehi rulaata hai
Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai Dil deewana hai
Lallalala.. lalala.. Lallalala.. la la la..la (Female)
Is dil ki baaton mein jo aate hain Wo bhi deewane ho jaate hain Manzil to raahi dhoondh lete hain.. Raste magar kho jaate hain (Male)
Dil to paagal hai Dil deewana hai (Male)
Dil to paagal hai Dil deewana hai (Female)
Soorat se main na pehchaanoongi Naam se bhi na usko jaanoongi Dekhoongi kuchh na main sochoongi Dil jo kahega wahi manoongi (Female)
Dil to paagal hai Dil deewana hai (Male)
Haaye paagal hai Haan deewana hai
Hunmm.. ha..ha ha.. Hunm.. oh oh ho
Dil ka kehna Hum sab maanein Dil na kisi ki maane.. Jaan di humne Jaan gaye sab Ek wo hi na jaane
Dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal.. hai Dil deewana.. hai (Female)
Rehne do chhodo ye kahaniyan Deewanepan ki sab nishaaniyan Logon ki saari pareshaaniyaan Is dil ki hai ye meherbaniyan Ho dil to paagal hai Dil deewana hai Dil to paagal hai (Male)
Saari saari raat jagaata hai yehi Ankhiyon se neend churaata hai (Female)
Dheere dheere pyaar sikhaata hai yehi Hansata hai yehi, yehi rulaata hai (Male)
Dil to paagal hai (Female) Dil deewana hai (Male) Dil to paagal hai (Female) Dil deewana hai (Male)
Ha..a.. Tururur.. tururur..
Song Details:
Song Title: Dil To Pagal Hai Music Director: Uttam Singh Lyrics: Anand Bakshi Singer(s): Udit Narayan, Lata Mangeshkar