saaibaba ho brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai brahmaand naayak saaibaba ho
karunanidhi dayamay swaami bhaktibhaav me anteryaami ho karunanidhi dayamay swaami bhaktibhaav me anteryaami shreddha sabhuri do shabdo me shreddha sabhuri do shabdo me, jivan sukhi ban jaata hai brahmaand naayak saaibaba ho
naarayan lakshmi tum deva murlidhar bhagwati shiv bhola ho naarayan lakshmi tum deva murlidhar bhagwati shiv bhola allah ishwar naanak isha allah ishwar naanak isha sab me saai samaaya brahmaand naayak saaibaba ho
neem vreksh ke niche dekha baitha baalak shiv bam bhola ho neem vreksh ke niche dekha baitha baalak shiv bam bhola dharti jhoome, ambar naache dharti jhoome ambar naache, parvat bhi lahraata brahmaand naayak, saaibaba saare jag ke daata teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai ho teri daya se saaibaba paapi bhi tar jaata hai brahmaand naayak saaibaba ho
Song Details:
Singer: Kamal Khan, Suresh Wadkar, Udit Narayan, Roop Kumar Rathod, Vaishali Sawant, Kunal Ganjawala, Javed Ali Lyricist: Satyprakash Dubey Music Director: Sushant Shankar, Raamlaxman, Shanjay Anand Raj
Ittisi bat ko dil me rakhake yaar ko, aise na hoyiye khafa Ittisi bat ko dil me rakhake yaar ko, aise na hoyiye khafa Chhod gam muskura hai sama hasi bada, bat karde chal rafa dafa Ittisi bat ko dil me rakhake yaar ko, aise na hoyiye khafa Ittisi bat ko dil me rakhake yaar ko, aise na hoyiye khafa Chhod gam muskura hai sama hasi bada, bat karde chal rafa dafa Rafa dafa, rafa dafa, rafa dafa, rafa dafa, rafa dafa, rafa dafa Woh bat karde rafa dafa
Badhke hath se jara chule aaj aasman Rat bhar ki pathshala bhor ka pata kahan Oh yea alright i didnt knew man Padhke haath se jara, choole aaj aasman, Raat bhar ki pathshala, bhor ka pata no way man Tarararum jhume hum, jhume hum taram taram Tarararum jhume hum, jhume hum taram taram Ittisi exactly, ittisi, ittisi Ittisi bat ko dil me rakhake yaar ko, aise na hoyiye khafa o yea Chhod gam muskura hai sama hasi bada, bat karde chal rafa dafa o yea
Masti first class hai, full time pass hai Best yeh mahol hai, baki sub bakwaas hai Yea tat�s da truth man, sub bakwaas hai Masti first class hai, full time pass hai Best yeh mahol hai, baki sub bakwaas hai Tarararum naache hum, naache hum taram taram Tarararum naache hum, naache hum taram taram Ittisi, ittisi, ittisi, ittisi, shut up Ittisi bat ko dil me rakhake yaar ko, aise na hoyiye khafa Chhod gam muskura hai sama hasi bada, bat karde chal rafa dafa Rafa dafa, rafa dafa Woh bat karde rafa dafa Rafa dafa, rafa dafa.
Song Details:
Movie/album: Superstar Singers: Amrita Kak, Kunal Ganjawala, S. P. Sailaja (Sripathi Panditaradhyula Sailaja), Sanjivani Bhelande, Shaan Song Lyricists: Vibha Singh
sathiya, sathiya pagle se dil ne ye kya kiya chun liya chun liya tujhko diwane ne chun liya dil to uda uda re asmaan me badlo ke sang ye to machal machal ke ga raha hai surmayi si dhun badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada
acchi lage dil ko mere har teri baat re saya tera ban ke chalu itna hai khwab re kandhe pe sar rakh ke tere kat jaye rat re bite hai din thame tera hatho me hath re ye kya hua mujhe mera ye dil fisal fisal gaya ye kya hua mujhe mera jahan badal badal gaya badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada
ninde nahi chaina nahi badlu mai karwate tare ginu ya mai ginu chadar ki salwate yado me tu khwabo me tu teri hi chahte jau jidhar dhoonda karu teri hi aahate ye jo hai dil mera ye dil suna na keh raha yehi woh bhi kya zindagi hai zindagi ki jis me tu nahi badmash dil toh thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada sathiya, sathiya pagle se dil ne ye kya kiya chun liya chun liya tujhko diwane ne chun liya dil to uda uda re asmaan me badlo ke sang ye to machal machal ke ga raha hai sun nayi si dhun badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada badmash dil to thag hai bada badmash dil ye tujhse juda badmash dil meri sune na zid pe ada
Sine way sine way sine way Oh ho Sine way sine way sine way Oh ho Teri aankhon mein sawar rahi hoon Mein sitaron se guzar rahi hoon Chalna bhuli thi thirak rahi hoon Choon liya tune mehek rahi hoon Hmm teri barish hui Mein bhigti hui gayee Mein khili mein khili Mein khili haan mein khili Tere pyar mein Tere pyar mein
Har taraf yara dhuan dhuan tha Jab nahi thi tu mein bhi kaha tha Jo dil dhadkta hai yehi toh hai tu Jo saans chalti hai yehi toh hai tu Mein kab se bejaan tha Tu mil gayee jee utha Zindagi hai mili Hai mili zindagi Tere pyar mein Tere pyar mein Sine way sine way sine way Oh ho
Lehrati hai meri aankhon mein kab se Zulfein teri aur baahein teri Mein so bhi jau toh dil mera jaage Deewano sa dekhe raahein teri
Sadiyon se mera rang roop yeh sara Tera hi hai tera hi toh hai Sun le ke mujh mein hai jo pyaara Tera hi hai tera hi toh hai Do rang jaise mile Jaise mile Lehron mein moti dhale Mein dhali mein dhali Roshni hai mili Tere pyar mein Tere pyar mein
Hai aaj tu kis kadar pass mere Saansein teri gin loon mein abhi Mein aaj mein hoon tu aaj tu hai Yeh ek pal gujre na kabhi Aawz ho mein tere hi dil ki Pal ko bhi bichdungi nahi Na pass tere na saath tere Tujh mein hi mein rehti hoon kahi Mein hoon leher tu nadi Le tere sang mein chali Mein chali mein chali Har khushi hai mili Tere pyaar mein Tere pyaar mein Tere pyaar mein Tere pyaar mein
Tere pyaar mein Tere pyaar mein.
Song Details:
Movie/album: Isi Life Mein…! Singers: Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal Song Lyricists: Manoj Muntashir Music Composer: Meet Bros Anjjan Music Director: Meet Bros Anjjan Music Label: Sony Music Starring: Akshay Oberoi Sandeepa Dhar Release on: 24th December, 2010
Zindagi mein mil rahi hai Zindagi mein mil rahi hai Aaj ik aur zindagi Aaj ik aur zindagi Zindagi mein mil rahi hai Aaj ik aur zindagi Kuch nayi si lag rahi Aaj phir se zindagi
Zindagi zindagi Teri meri zindagi zindagi Ik hai ye zindagi zindagi Ohh jaane jaan Zindagi zindagi Teri meri zindagi zindagi Ik hai ye zindagi zindagi Ohh jaane jaan
Zindagi mein mil rahi hai Aaj ik aur zindagi Aaj bhi aankhon mein Teri bolte alfaaz hai Aaj bhi aankhon mein Teri bolte alfaaz hai Choti choti kitni baatein Tujh ko ab bhi yaad hai
Phir umeedain mein rahi hai De rahi hai zindagi Zindagi zindagi Teri meri zindagi zindagi Ik hai ye zindagi zindagi Ohh jaane jaana Zindagi zindagi Teri meri zindagi zindagi Ik hai ye zindagi zindagi Ohh jaane jaana
Zindagi mein mil rahi hai Aaj ik aur zindagi Aao sab kuch bhool ke Hum tum ik rastey pe chal parey Aao sab kuch bhool ke Hum tum ik rastey pe chal parey Ab bhi apne raahon dekhtey Dekhon kitney pal kharey Muskara kar phir taraney Gaa rahi hai zindagi
Zindagi zindagi Teri meri zindagi zindagi Ik hai ye zindagi zindagi Oh jaane jaan Zindagi zindagi Teri meri zindagi zindagi Ik hai ye zindagi zindagi Oh jaane jaan Zindagi mein mil rahi hai Aaj ik aur zindagi Aaj ik aur zindagi Aaj ik aur zindagi.
Song Details:
Movie/album: Fox Singers: Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal Song Lyricists: Sandeep Nath Music Composer: Monty Sharma Music Director: Monty Sharma Music Label: Zee Music Starring: Sunny Deol, Arjun Rampal, Udita Goswami, Sagarika Ghatge, Vipul Gupta Release on: 4th October, 2009
Yeh zameen yeh aasman Roshani se nahane lage Tum saath mein kya aa gaye Raaste jagmagne lage Ae humnasheen itna bataa Kaisi jaadugari hai teri Jab bhi karu baatein teri Kyu mehakti hai saase meri
Yeh zameen yeh aasman Roshani se nahane lage Tum saath mein kya aa gaye Raaste jagmagne lage
Haa ye na na na Dekha tujhe toh Aankhon mein jaise Koi bijli chamakne lagi hai Teri wafa ki khusboo se yaara Meri duniya mehakne lagi
Yeh zameen Yeh aasman Roshani se nahane lage Tum saath mein kya aa gaye Raaste jagmagne lage Hey woho woho woho
Paani tu mera chehra badal de Meri takdeer ban jaayegi Kuch rang leke yunhi uda de Meri tasveer ban jaayegi
Aawaare se hai jhoke hawa ke Inhe khusboo bana de piya Inhe khusboo bana de piya Yeh zameen yeh aasman Na na na Roshani se nahane lage Tum saath mein kya aa gaye Raaste jagmagne lage
Na na na your my girl Your my world your my baby.
Song Details:
Movie/album: 18.11: A Code Of Secrecy…! Singers: Kunal Ganjawala, Suzanne D’Mello Song Lyricists: Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi Music Composer: Jaan Nissar Lone Music Director: Jaan Nissar Lone Music Label: Worldwide Records Starring: Rehal Khan, Bridgette Irani, Gulshan Grover, Prem Chopra, Mukesh Tiwari, Asrani, Nipon Goswami, Sameer Ali Khan Release on: 13th June, 2014