Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho Phir se kaho, kehte raho achchha lagta hai Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho Kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho
Tareef karoge kab tak, bolo kab tak Mere seene mein saans rahegi jab tak
Kab tak main rahoongi man mein, haan man mein Sooraj hoga jab tak neel gagan mein Phir se kaho, kehte raho achchha lagta hai Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai O kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho Tum pyaar se pyari ho, tum jaan hamaari ho
Khush ho na mujhe tum pa kar, mujhe pa kar Pyase dil ko aaj mila hai sagar
Kya dil mein hai aur tamanna, hai tamanna Har jeevan mein tum mere hi banana Phir se kaho, kehti raho achchha lagta hai Jeevan ka har sapna ab sachcha lagta hai O kya khoob lagti ho, badi sundar dikhti ho Tum pyaar se pyare ho, tum jaan hamaari ho Tum pyaar se pyare ho, tum jaan hamaari ho
Song Details:
Song : Kya Khoob Lagti Ho Album : Dharmatma (1975) Singer : Mukesh, Kanchan Musician : Kalyanji, Anandji Lyricist : Indeevar
Naseeb insan ka naseeb insaan ka Naseeb insaan ka chahat se hi sanwarta hai Kya bura ismein kisi par jo koi marta hai
Hum tumhe chahte hain aise Hum tumhe chahte hain aise Marne wala koi.. Marne wala koi zindagi chahta ho jaise Hum tumhe chahte hain aise
Rooth jao agar tum to kya ho Rooth jao agar tum to kya ho Pal mein aise lage Pal mein aise lage jism se jaan jaise juda ho Hum tumhe chahte hain aise Marne wala koi.. Marne wala koi zindagi chaahta ho jaise Hum tumhe chahte hain aise
Zindagi bin tumhare adhoori Zindagi bin tumhare adhoori Tumko pa loon agar.. Tumko pa loon agar har kami meri ho jaaye poori Zindagi bin tumhare adhoori
Le chalenge tumhe hum wahan par Le chalenge tumhe hum wahan par Tanhaai sanam.. Tanhaai sanam shehnai ban jaaye jahan par Hum tumhe chahte hain aise
Hum tumhe chahte hain aise Marne wala koi.. Marne wala koi zindagi chahta ho jaise Hum tumhe chahte hain aise
Female version:
Zara poochho to mera irada Zara poochho to mera irada Mujhe kis-se hai pyar Mera dil ka hai kaun shehzada Zara poochho to mera irada
Mere khwaabon mein jo saj raha hai Woh khuda to nahin Par zamane mein sabse juda hai Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Song Detail Song : Hum Tumhe Chahte Hain Aise Album : Qurbani (1980) Singer : Anand Kumar C, Kanchan, Manhar Udhas Musician : Kalyanji, Anandji Lyricist : Indeevar