Ishq de fanniyar lad gaye Meri jaan ke peechhe pad gaye Seedhi laake dekho mere Dil ki chhat pe chadh gaye
Sau sau awaazein maare akhiyan Maare akhiyan, maare akhiyan Usey neeche chhat se utaare akhiyan Utaare akhiyan, utaare akhiyan
Sau sau awaazein maare akhiyan Ikk uska naam pukaare Sohne rang de Mahiya Tere hi jaise lagte hain saare
Darr lagta na ho jaaye yaari Sohne rang de mahiya… Poochh le tu chaand se Ginta hoon taare Darr lagta na ho jaye yaari Sohne rang de Mahiya… ho…
Usey pakde kaun sapera Hai fann uske furteele Woh teekhi jeebh se gaaye To lagte raag sureele
Usey pakde kaun sapera Hai fann uske furteele Woh teekhi jeebh se gaaye To lagte raag sureele
Sun sun raat guzaare akhiyan Ikk uska naam pukaare Sohne rang de Mahiya Tere hi jaise lagte hain saare
Darr lagta na ho jaaye yaari Sohne rang de mahiya Poochh le tu chaand se Ginta hoon taare Darr lagta na ho jaaye yaari Sohne rang de Mahiya ho
Song Details:
Singer – Jyotica Tangri Music – Shaarib & Toshi Lyrics – Kumaar Song Programmed by Aditya Dev Mix and Mastered by Tosief Shaikh Assistant Engineer – Prasad Maha Recorded at Shaarib – Toshi Studio Video Director and Choreographer – Adil Shaikh Assistant Choreographer – Pavan Shetty Assistant Video Director – Islam Paco Director of Photography – Sonu Singh
Patta anaron ka Patta chanaron ka Jaise hawaon mein
Aise bhatakta hoon Din raat dikhta hoon Main teri raahon mein
Mere gunahon mein Mere sawabon mein shamil tu Bhooli atthanni si Bachpan ke kurte mein se mil tu
Rakhun chhupa ke main sab se woh laila Mangun zamane se rab se woh laila Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
Teri talab thi, haan teri talab hai Tu hi to sab thi, haan tu hi to sab hai Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
O’ meri laila laila Khwab tu hai pehla Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
O’ meri laila laila Khwab tu hai pehla Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
Maangi thi duayein jo Unka hi asar hai hum sath hain Na yahan dikhawa hai Na yahan dunyavi jazbaat hain
Yahan pe bhi tu hooron se zyada haseen Yaani dono jahanon mein tumsa nahi Jeet li hai aakhir mein Hum dono ne yeh baaziyan
Rakhun chhupa ke main sab se woh laila Mangun zamane se rab se woh laila Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
Teri talab thi, haan teri talab hai Tu hi to sab thi, haan tu hi to sab hai Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
O’ meri laila laila Khwab tu hai pehla Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
O’ meri laila laila Khwab tu hai pehla Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
Zaika jawani mein Khwabon mein yaar ki mehmaani mein Marziyan tumhari ho Khush rahun main teri manmaani mein
Band aakhein karun Din ko raatein karun Teri zulfon ko sehla ke baatein karun Ishq mein unn baaton se Ho meethi si naraziyan
Rakhun chhupa ke main sab se woh laila Mangun zamane se rab se woh laila Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
Teri talab thi, haan teri talab hai Tu hi to sab thi, haan tu hi to sab hai Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
O’ meri laila laila Khwab tu hai pehla Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
O’ meri laila laila Khwab tu hai pehla Kab se main tera hoon Kab se tu meri laila
Song Details:
Song Title – O’ Meri Laila Movie – Laila Majnu (2018) Director – Sajid Ali Starring – Avinash Tiwary, Tripti Dimri Music – Joi Barua Singer – Atif Aslam, Jyotica Tangri Lyricist – Irshad Kamil Music Label – Zee Music Company
Do tole ki mundri laa de Teen tolle ka kangna Munh dikhayi dede phir tu Leja apne angna x (2)
Na samajh tu cheez purani Chehra mera piece nurani Dekhega to kha jaayega Sau sau jhatke
Pallo latke re mahro pallo latke Pallo latke re mahro pallo latke Zara sa, zara sa, zara sa tedho hoja balma Pallo latke re tharo pallo latke
Bina peete hi mujhe to yaaron chadhne lagi Sajna ve ankh teri hai badtameez re Paani paani karde sharam se hai aisi cheez re x (2)
Hai neeyat ki khoti, karti badmashi Beiman bhi hai yeh haan achchi khaasi
Karti jave yeh shaitani Khud ki kaise karoon nigrani Ghoori jave nonstop mujhe dat dat ke re
Pallo latke re mahro pallo latke Pallo latke re mahro pallo latke Zara sa, zara sa, zara sa tedho hoja balma Pallo latke re tharo pallo latke Pallo latke re tharo pallo latke
Song Details:
Singer – Jyotica Tangri & Yasser Desai Music – Raees & Zain – Sam Lyrics – Kumaar Rap – Fazilpuria Rap Lyrics – Rossh Music Production – Zain – Sam Sound Design – Zain – Sam Song Recorded – Yrf (Yash Raj Studios) studios by Shaantanu Hudilkar, Abhishek Khandelwaal, Maansi Mix & Master – Vijay dayal @ yrf Studios Music Assistants – Roshni Saha, Sourav Mukherjee
Main nashe mein ya Mujhmein nasha hai Har taraf bas dhuan hi dhuan hai Hain deewane mere har jagah yaara Aisi aadayein meri haan
Tu mungda, ho mungda Main gud ki dali Mangta hai to aaja rasiya Naahi to main yeh chali Ae mangta hai to aaja rasiya Naahi to main yeh chali
Lagdi baby aa drown me crazy
I’m going lazy without you Whatever the weather together forever Cause you know I love you And that’s true Ho le baiyaan thaam Gori gulabi gulabi Le baiyaan thaam Gori gulabi gulabi Daaru ki bottle chhod Oh re anaadi sharabi Daaru ki bottle chhod Oh re anaadi sharabi
Ho sharabi Tu mungda mungda mungda Main gud ki dali Zara tera nasha main chakh loon Aaya main teri gali
Mangta hai to aaja rasiya Naahi to main yeh chali
Song Credits:
Song Video Director: Kookie Gulati
Music Director: Gourov-Roshin
Director of Photography: Keiko Nakahara
Choreographer: Adil Shaikh
Lyrics: Kunwar Juneja
Rap lyrics: Gourov Dasgupta
Singers- Jyotica Tangri, Shaan, and Subhro Ganguly