awaara hai galiyo me main aur meri tanhai jaaye to kaha jaaye jaaye to kaha jaaye har modh pe ruswai main aur meri tanhai main aur meri tanhai
ye phool se chehre hai hanste hue guldaste koi bhi nahi apna begaane hai sab raste raahe bhi tamashayi raahi bhi tamashayi main aur meri tanhai main aur meri tanhai
armaan sulagte hai seene me cheeta jaise kaatil najar aati hai duniya ki hawa jaise roti hai mere dil par bajti hui shahnai main aur meri tanhai main aur meri tanhai
har rang me ye duniya sau rang dikhati hai rokar kabhi hansti hai hanskar kabhi gaati hai ye pyaar ki baahein hai ya maut ki angdayi main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai main aur meri tanhai
Is Duniya Mein Apna Kya Hai Is Duniya Mein Apna Kya Hai Kahne Ko Sab Kuch Apna Hai Is Duniya Mein Apna Kya Hai Tere Sath Gayi Vo Ronak Tere Sath Gayi Vo Ronak Ab Is Sahar Mein Rakha Kya Hai Ab Is Sahar Mein Rakha Kya Hai Ab Is Sahar Mein Rakha Kya Hai
Is Nagri Ke Kuch Log Ne Is Nagri Ke Kuch Log Ne Dukh Ka Naam Dava Rakha Hain Dukh Ka Naam Dava Rakha Hain Dukh Ka Naam Dava Rakha Hain.
o o phir nahi aane wali pyare aisi milan ki raat phir nahi aane wali pyare aisi milan ki raat ho pyar bhari dharti pe do dil dhadak rahe ek sath o pyar bhari dharti pe do dil dhadak rahe ek sath are paap na jane punay na jane haye o paap na jane punay na jane jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath jise kabhi yaar kaho
pyar ki ganga aisi ganga ulti jiski dhar pyar ki ganga aisi ganga ulti jiski dhar ho jo nikla so dub gaya aur jo duba so paar jo nikla so dub gaya aur jo duba so paar are saccha hai ak naam preet ka haye o saccha hai ak naam preet ka baki jhutha sansaar ke uska kya jeena kiya jisne kabhi na pyar uska kya jeena kiya jisne kabhi na pyar uska kya jeena kiya jisne kabhi na pyar uska kya jeena jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath ke jise kabhi yaar kaho
o phir na tere ye hath aayega samay gaya jo beet pal do pal me ho jayegi haar teri ya jeet o idhar khadi hai reet jagat ki udhar khadi hai preet re soch le dilwale ke tu hai kiska meet soch le dilwale tu hai kiska meet soch le dilwale ke tu hai kiska meet soch le dilwale jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath ke jise kabhi yaar kaho
Song Details:
Film cast: Dharmendra, Tarla Mehta, Mubarak, Sulochana, Abhi Bhattacharya, Leela Mishra, Dhumal, Vijayalaxmi, M Rajan Singer: Lata Mangeshkar, Geeta Dutt, Asha Bhonsle, Kumudini, Mira Siraz, Mohammed Rafi, Manna Dey, Jagjit Kaur Lyricist: Raja Mehndi Ali Khan, Kaifi Azmi, Jaan Nissar Akhtar, Ram Moorty, Prem Dhawan Music Director: Khayyam Film Director: Ramesh Saigal Film Producer: Ramesh Saigal
Dheere dheere.. dheere dheere Aankhon mein chhaa rahe ho Tum paas aa rahe ho
Chupke chupke.. chupke chupke Dil mein sama rahe ho Tum paas aa rahe ho
Dheere.. dheere Chupke.. chupke
Jhukti hui ye palkein Khulte hue ye gesoo Jhukti hui ye palkein Khulte hue ye gesoo Ye sharm ki adaayein Woh shokhiyon ka jaadoo
Kaise kaise.. kaise kaise Sapne dikha rahe ho Tum paas aa rahe ho
Dheere.. dheere Chupke.. chupke
Phoolon bhare nazaare Khushbuwon ke dere Phoolon bhare nazaare Khushbuwon ke dere Lagte hain khwaab jaise Ye shaam ye savere
Holle holle.. holle holle Armaan jaga rahe ho Tum paas aa rahe ho
Chupke.. chupke
Dheere.. dheere Aankhon mein chhaa rahe ho
Tum paas aa rahe ho Aa ha ha ho ho ho Hmm… la la la
Song Details:
Song Title: Tum Paas Aa Rahe Ho Music Director: Madan Mohan, Sanjeev Kohli Lyrics: Javed Akhtar Singer(s): Lata Mangeshkar, Jagjit Singh Song Duration (mm:ss): 5:12
Movie: Veer Zaara (2004) Director: Yash Chopra Starcast: Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukherjee, Kirron Kher, Divya Dutta, Boman Irani, Anupam Kher, Amitabh Bachchan, Hema Malini, Zohra Sehgal, Manoj Bajpai, Gurdas Mann, Tom Alter, Akhilendra Mishra, S M Zaheer Producer: Aditya Chopra, Yash Chopra Release Date: November 12th 2004
Jo gir gaya is jahaan ki nazar se Dekho use kabhi ek maa ki nazar se
O maa, o maa, o maa, o maa O maa tujhe salam O maa tujhe salam Apne bache tujhko pyare Raavan ho ya Ram
O maa, o maa, o maa, o maa O maa tujhe salam O maa tujhe salam Apne bache tujhko pyare Raavan ho ya Ram Raavan ho ya Ram
Bachhe tujhe satate hain Baraso tujhe rulate hain Dudh toh kya asuan ki bhi Kimat nahi chukaate hain Dudh toh kya asuan ki bhi Kimat nahi chukaate hain Hans kar maaf tu kar deti ha Unke dosh tamam
Aye maa, aye maa, aye maa, aye maa Aye maa tujhe salam Aye maa tujhe salam Apne bachche tujhko pyare Raavan ho ya Ram Raavan ho ya Ram
Aisa natkhat tha ghanshyam Tang tha sara gokul dhaam Aisa natkhat tha ghanshyam Tang tha sara gokul dhaam Magar yashoda kehti thi Magar yashoda kehti thi Juthe hai ye log tamam Mere laal ko karte hain Saare yun hi badnam
O maa tujhe salam O maa tujhe salam Apne bache tujhko pyare Raavan ho ya Ram Raavan ho ya Ram
Tera dil tadap utha Jaise teri jaan gayi Itni der se roothi thi Kitni jaldi maan gayi Kitni jaldi maan gayi Apne laadale ke mooh se Sunate hi apna naam
O maa, o maa, o maa, o maa O maa tujhe salam O maa tujhe salam Apne bache tujhko pyare Raavan ho ya Ram Raavan ho ya Ram
O maa, o maa, o maa, o maa
Saat samandar sa tera Ik ik aansu hota hai Koi maa jab roti hai to Bhagwan bhi rota hai Pyar hi pyar hai dard hi dard hai Mamta jiska naam
O maa, o maa, o maa, o maa O maa tujhe salam O maa tujhe salam Apne bache tujhko pyare Raavan ho ya Ram Raavan ho ya Ram Raavan ho ya Ram
Song Details:
Singer: Jagjit Singh Lyrics: Anand Bakshi Music Director: Laxmikant-Pyarelal
haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate waqt ki shaakh se waqt ki shaakh se lamhe nahi tuta karate haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate chhut gaye yaar na chhuti yaari maula chhut gaye yaar na chhuti yaari maula chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
jisne pairo ke nishaan bhi nahi chhode pichhe jisne pairo ke nishaan bhi nahi chhode pichhe uss musaafir ka uss musaafir ka pata bhi nahi puchha karate haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate chhut gaye yaar na chhuti yaari maula chhut gaye yaar na chhuti yaari maula chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
tune aawaaj nahi di kabhi mudakar warna tune aawaaj nahi di kabhi mudakar warna hum kayi sadiya hum kayi sadiya tujhe ghum ke dekha karate haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate chhut gaye yaar na chhuti yaari maula chhut gaye yaar na chhuti yaari maula chhut gaye yaar na chhuti yaari maula
beh rahi hai teri jaanib hi jameen pairo ki beh rahi hai teri jaanib hi jameen pairo ki thak gaye daudate thak gaye daudate dariyaao ka pichha karate haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate waqt ki shaakh se waqt ki shaakh se lamhe nahi tuta karate haath chhute bhi toh rishte nahi chhuta karate
Song Details:
Song: Haath Chhute Bhi To Rishtey Nahi Chhoda Karte