Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko Jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu Chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu
Chahat hai agar aake mujhase mil jaa tu Yaa phir aaisa kar, dharti se mila de mujhko Tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
In saanso ka dekho tum paagalpan ke Aaye nahi inhe chain Mujhase ye boli main raahon mein teri Apne bichhaa du ye nain In uunche pahaadon se jaan de dunga main Gar tum naa aai kahi Tum udhar jaan ummeed meri jo todo Idhar ye jahaan chhodu main Maut aur, zindagi, tere haathon mein de diya re
Aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye Toda re, toda re, har bandhan ko pyar ke liye Jaan re, jaan re, aajaa tujhamein sama jaau main Dil re dil re, teri saanson mein bas jaau main
Chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tu Yaa phir aisaa kar, dharati se milaa de mujhko Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
Aa
Sau baar bulaaye main sau baar aaun, Ik baar jo dil diya Ik aankh roye to duji bolo, Soyegi kaise bhala, In pyaar ki raahon mein patthar hain kitane Un sab ko he paar kiya Ek nadi hoon main chaahat bhari aaj milne Saagar ko aayi yahaan Sajnaa, sajnaa, aaj aansu bhi meethe lage
Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko Jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu Chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu
Pal pal pal pal waqt to bitaa jaaye re Zaraa bol zaraa bol waqt se ke vo tham jaaye re Aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye Jaan re, jaan re, aajaa tujhamein samaa jaau main
Song Details:
Movie: Bombay
Released: 1998
Artists: Kavita Krishnamurthy, Hariharan, A. R. Rahman
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise toh
Dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise toh
Dil dushman ke hilte hain
Ab toh hamein aage
Badte hai rehna
Ab toh hamein saathi
Hai bas itna hi kehna
Ab toh hamein aage
Badte hain rehna
Ab toh hamein saathi
Hai bas itna hi kehna
Ab jo bhi ho shola banke
Pathar hai pighlaana
Ab jo bhi ho baadal banke
Parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Nikle hain maidaan mein
Ham jaan hatheli par le kar
Ab dekho dam lenge ham
Jaake apni manzil par
Khatron se haske khelna
Itni toh ham mein himmat hai
Mode kalaai maut ki itni
Toh ham mein taaqat hai
Ham sarhadon ke waaste
Lohe ki ik deewaar hai
Ham dushmanon ke waaste
Hoshiyaar hai taiyaar hai
Ab jo bhi ho shola banke
Pathar hai pighlaana
Ab jo bhi ho baadal banke
Parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Josh dil mein jagaate chalo
Jeet ke geet gaate chalo
Josh dil mein jagaate chalo
Jeet ke geet gaate chalo
Jeet ki jo tasveer banaane
Ham nikle hain apni lahoo se
Ham ko us mein rang bharna hai
Saathi maine apne dil mein
Ab ye thhaan liya hai
Ya toh ab karna hai
Ya toh ab marna hai
Chaahein angaarein
Barse ke bijli gire
Tu akela nahin hoga yaara mere
Koyi mushkil ho ya ho
Koyi ho morcha
Saath har mod par
Honge saathi tere
Ab jo bhi ho shola banke
Pathar hai pighlaana
Ab jo bhi ho baadal banke
Parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Ik chehra aksar mujhe
Yaad aata hai is dil ko chupke
Chupke woh tadpaata hai
Jab gharse koyi bhi khat
Aaya hai kaagaz ko maine
Bheega bheega paaya hai
Palkon palkon pe yaadon
Ke kuch deep jaise jalte hain
Kuch sapne aise hain jo
Saath saath chalte hain
Koyi sapna na toote
Koyi waada na toote
Tum chaaho jisse dil se
Woh tumse na roothhe
Ab jo bhi ho shola banke
Pathar hai pighlaana
Ab jo bhi ho baadal
Banke parbat par hai chhaana
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Chalta hai jo ye kaarvaan
Gunji si hai ye waadiyaan
Hai ye zameen ye aasmaan
Hai ye hawa hai ye sama
Har raste ne har waadi ne
Har parbat ne sada di
Ham jeetenge ham jeetenge
Ham jeetenge har baazi
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Kandhon se milte hain kandhe
Kadmo se qadam milte hain
Ham chalte hain jab aise
Toh dil dushman ke hilte hain
Chalta hai jo… ye kaarvaan…
Gunji si hai… ye waadiyaan.