mummy aur daddy me mummy me daddy me mummy aur daddy me mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi
daddy ne gusse me aake de di gaaliya anpadh bewakuf kahin ki daddy ne gusse me aake de di gaaliya mummy ne gusse me aake todi thaliya fodi pyaliya bartano ki maar kutai ho gayi bartano ki maar kutai ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi
daddy ne inkaar kiya khane ke liye mummy ne saman baandha jane ke liye main to samjha dono me judai ho gayi main to samjha dono me judai ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi ha mummy aur daddy me ladayi ho gayi
daddyo ko mummyo sataya ka karo mummyo ko daddyo rulaya na karo chhoti chhoti baat ko badhaya na karo bhalu ka tamasha bhalu ka tamasha yu dikhaya na karo baat nikli munh se to parayi ho gayi baat nikli munh se to parayi ho gayi mummy aur daddy me ladayi ho gayi ha mummy aur daddy me ladayi ho gayi ha mummy aur daddy me ladayi ho gayi
Song Details:
Film cast: Dharmendra, Tarla Mehta, Mubarak, Sulochana, Abhi Bhattacharya, Leela Mishra, Dhumal, Vijayalaxmi, M Rajan Singer: Lata Mangeshkar, Geeta Dutt, Asha Bhonsle, Kumudini, Mira Siraz, Mohammed Rafi, Manna Dey, Jagjit Kaur Lyricist: Raja Mehndi Ali Khan, Kaifi Azmi, Jaan Nissar Akhtar, Ram Moorty, Prem Dhawan Music Director: Khayyam Film Director: Ramesh Saigal Film Producer: Ramesh Saigal
Balam se milan hoga Sarmane ke din aaye Marenge nazar saiyan Marazane ke din aaye Balam se milan hoga Sarmane ke din aaye Marenge nazar saiyan Marazane ke din aaye
Babaul kaa more aagana Bisra chuti re mori sakahiya Nir bahaye ghunght me Mori laaz ke maari ankhiya Mori laaz ke maari ankhiya Bachapan ke woh din Guyan yaad aane ke din aaye Balam se milan hoga Sarmane ke din aayae
Pee sang more nain milenge Dhadakat mori chatiya Man hi man main dolungi Manin to preet ki sunke batiya Manin to preet ki sunke batiya Thamenge sajan baiyan Balkhane ke din aaye ho Balam se milan hoga Sarmane ke din aaye Marenge nazar saiyan Marazane ke din aaye.
Song Details:
Movie/album: Chaudhvin Ka Chand Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) Song Lyricists: Shakeel Badayuni Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi) Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi) Music Label: Saregama Starring: Guru Dutt, Waheeda Rehman, Rehman, Minoo Mumtaz, Johnny Walker, Mumtaz Begum, Pravin Paul, Naazi, Noor Jehan Release on: null
o o phir nahi aane wali pyare aisi milan ki raat phir nahi aane wali pyare aisi milan ki raat ho pyar bhari dharti pe do dil dhadak rahe ek sath o pyar bhari dharti pe do dil dhadak rahe ek sath are paap na jane punay na jane haye o paap na jane punay na jane jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath jise kabhi yaar kaho
pyar ki ganga aisi ganga ulti jiski dhar pyar ki ganga aisi ganga ulti jiski dhar ho jo nikla so dub gaya aur jo duba so paar jo nikla so dub gaya aur jo duba so paar are saccha hai ak naam preet ka haye o saccha hai ak naam preet ka baki jhutha sansaar ke uska kya jeena kiya jisne kabhi na pyar uska kya jeena kiya jisne kabhi na pyar uska kya jeena kiya jisne kabhi na pyar uska kya jeena jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath ke jise kabhi yaar kaho
o phir na tere ye hath aayega samay gaya jo beet pal do pal me ho jayegi haar teri ya jeet o idhar khadi hai reet jagat ki udhar khadi hai preet re soch le dilwale ke tu hai kiska meet soch le dilwale tu hai kiska meet soch le dilwale ke tu hai kiska meet soch le dilwale jane hum itni baat ke jise kabhi yaar kaho phir chhodo na uska hath ke jise kabhi yaar kaho
Song Details:
Film cast: Dharmendra, Tarla Mehta, Mubarak, Sulochana, Abhi Bhattacharya, Leela Mishra, Dhumal, Vijayalaxmi, M Rajan Singer: Lata Mangeshkar, Geeta Dutt, Asha Bhonsle, Kumudini, Mira Siraz, Mohammed Rafi, Manna Dey, Jagjit Kaur Lyricist: Raja Mehndi Ali Khan, Kaifi Azmi, Jaan Nissar Akhtar, Ram Moorty, Prem Dhawan Music Director: Khayyam Film Director: Ramesh Saigal Film Producer: Ramesh Saigal
Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya
Aansu laya aahe laya Ujadi huyi nigahe laya Aansu laya aahe laya Ujadi huyi nigahe laya Bikti hai aashaye lelo Tute dil ki duaye lelo Lelo koi do roti huyi Aankhe lekar aaya Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya
Yeh jhumar virah ki kahani Yeh kangan barbad jawani Yeh jhumar virah ki kahani Yeh kangan barbad jawani Yeh jhumke aashko ki ghadiya Yeh gazre aaho ki ladiya O dilwalo koi dil ke Tukde lekar aaya Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya Door se ek pardesi aaya Door se ek pardesi aaya Puchho kya kya laya Puchho kya kya laya.a
Song Details:
Movie/album: Surajmukhi Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) Song Lyricists: Gulshan Jalalabadi, Rajendra Krishan Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish Music Label: Columbia Records Starring: Shyam, Rehana, Gope, Mukri, Hafiz Khan, Durga Khote, Randhir Kapoor, Cuckoo, Yashodhara Release on: null
ye hawa ye fiza ye raat hai taaro bhari aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri ye hawa ye fiza ye raat hai taaro bhari aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri
ye dil mera abhi to hai jawa ye pyar ke zamane phir kaha ye dil mera abhi to hai jawa ye pyar ke zamane phir kaha aa do kadam mere sanam pass hai manzil teri aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri
ae janeja mujhe na ab sata bahar kah rahi hai muskura sunle jara kahna mera hai iltiza ye meri aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri ye hawa ye fiza ye raat hai taaro bhari aa bhi ja dilruba aarzu hai ye meri
Song Details:
Film cast: Pradeep Kumar, Rajendra Kumar, Pran, Anita Guha, Mumtaz, Vyjayantimala, Omprakash, Mubarak, Lalita Pawar, Jawahar Kaul Singer: Lata Mangeshkar, Geeta Dutt, Asha Bhosle, Hemant Kumar Lyricist: S H Bihari Music Director: Hemant Kumar Film Director: Kalidas Film Producer: Pradeep
leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar leke pahla pahla pyar
mukhade pe daale hue zulfo ki badali chali balakhaati kahaa ruk jaa o pagali mukhade pe daale hue zulfo ki badali chali balakhaati kahaa ruk jaa o pagali naino vaali tere dvaar leke sapane hazaar jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar leke pahla pahla pyar
chahe koi chamke ji chaahe koi barse bachna hai mushkil piya jaadugar se chahe koi chamke ji chaahe koi barse bachna hai mushkil piya jaadugar se dega aisa mantar maar aakhir hogi teri haar jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar leke pahla pahla pyar
sun sun bate teri gori muskai re aai aai dekho dekho aai hansi aai re sun sun bate teri gori muskai re aai aai dekho dekho aai hansi aai re khele hotho pe bahaar nikala gusse se bhi pyar jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar leke pahla pahla pyar
Song Details:
Film cast: Dev Anand, Waheeda Rehman, Shakeela, Kumkum, K N Singh, Sheela Vaz Singer: Geeta Dutt, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Asha Bhosle Lyricist: Majrooh Sultanpuri Film Director: Raj Khosla