Aabra ka daabra mora sanwara hai bawara Dhoti kurta pehan ke ghoome Dilli ho Agra
Bareilly wale jhumke pe jiya lalchaye Kamar lachkaye to lakhon gir jaayein x (2)
Kaahe maare re taana Kyun banta hai sayana Na main teri gujariya Na tu mera deewana
Sweety tera! Sweety tera drama macha de humgama Ladayein jo nazaraiya julam ho gaya Haan tere hain deewane Tu maane ya na maane Arre sun le gujariya balam hoyi gaya
Music!
Karo ji na halla Hai dekhe mohalla Mile kya tamasha dikha ke Thama do ji palla Na samjho nithalla Mujhe pyari bhasha sikha ke
Kaahe maare re taana Kyun banta hai sayana Na main teri gujariya Na tu mera deewana
Sweety tera! Sweety tera drama macha de humgama Ladayein jo nazaraiya julam ho gaya Haan tere hain deewane Tu maane ya na maane Arre sun le gujariya balam hoyi gaya
Aabra ka daabra mora sanwara hai bawara Dhoti kurta pehan ke ghoome Dilli ho Agra
Song Details:
Song: Sweety Tera Drama Movie: Bareilly Ki Barfi Singers: Dev Negi, Pawni Pandey, Shraddha Pandit, Pravesh Mallick Musicians: Tanishk Bagchi Lyricists: Shabbir Ahmed, Pravesh Mallick
Oonchi hai building Arrey lift teri bandh hai Kaise main aaun Arey dil razamand hai Oonchi hai building Arrey lift teri bandh hai Kaise main aaun Arey dil razamand hai Aaja, aaja Aaja mere sagar wale raja Teri yaad sataye Dulhe raja tu aaja Aaja, aaja Aaja band baja leke aaja Teri yaad sataye dulhe raja tu aaja Kaise? Unchi hai building Lift teri band hai Haan.. kaise main aaun Arey dil razamand hai Kaise? Kaise? Tere waaste daud kar aunga main Aye sau seedhiyon ko bhi chadh jaunga main Haan.. tu mera dilbar hai aana padega Tujhe mera nakhra uthana padega Tu aage-aage main peeche peeche Ho chumbak ki tarah mujhko tu kheenche Aye aye aye.. Kahan ja raha hai ankhiyon ko meenche Michael ki cycle ke aayega neeche Ho utni hai door tu Jitni kareeb hai Haan aankh maarti hai Arey ladki ajeeb hai Ladki ajeeb hai Ladki ladki.. ladki ajeeb hai Aaja aaja.. Teri yaad sataaye.. Aaja, aaja Aaja mere sagar wale raja Teri yaad sataaye Dulhe raja tu aaja na Kaise? Oonchi hai building Lift teri band hai Haan.. kaise main aaun Arey dil razaamand hain Aha aaja, aaja Aaja mere sagar wale raja Teri yaad sataye Dulhe raja tu aaja Aaja, aaja Aaja mere sagar wale raja Teri yaad sataye Dulhe raja tu aaja aaja..Oonchi Hai Building 2.0 Song Lyrics