Hum lakh chupaye pyar magar Hum lakh chupaye pyar magar Duniya ko pata chal jayega Lekin chhup chhup ke milne se Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega
Hum lakh chupaye pyar magar Duniya ko pata chal jayega Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Hum lakh chupaye pyar magar
Tum kitne bhole bhaale ho Har baat ko khel samajhte ho Main jab duniya ki kehti hoon Tum apne dil ki kehte ho Yah pyar hamara rab jaane Jaane kya rang layega Lekin chhup chhup ke milne se Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Hum lakh chupaye pyar magar
Yeh mast hawa mehki yeh fiza Aankhon mein nasha sa chhata hai Ik rang khushi ka aata hai Ik rang khushi ka jaata hai Yeh meetha meetha dard mujhe Yeh meetha meetha dard mujhe Din raat yoon hi tadpayega Lekin chhup chhup ke milne se Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Hum lakh chupaye pyar magar
Tum in baahon ke ghere mein Aankhein band karke so jao Kal kya hoga yeh bhool ke tum Meethe sapnon mein kho jao Main rakhwala is tan-man ka Main rakhwala is tan-man ka Jo hoga dekha jayega Lekin chhup chhup ke milne se Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega
Hum lakh chupaye pyar magar Duniya ko pata chal jayega Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega Lekin chhup chhup ke milne se Milne ka maza to aayega
Song Details:
Song: Hum Lakh Chupaye Pyar Magar Album: Jaan Tere Naam (1992) Singer: Kumar Sanu, Asha Bhosle Musician: Nadeem, Shravan Lyricist: Rani Malik Star Cast: Ronit Roy, Farheen, Vijay Arora, Ajit Vachchani, Sulbha Deshpande etc. Director: Deepak Balraj Vij
Hauwa hauwa hauwa hauwa Hauwa hauwa hauwa hauwa Ho ho ho ho
O o o o jaanam jaanam jaanam Tujhape dil ko nisaar karungi Aisa tujhako pyaar karungi Tujhape dil ko nisaar karungi Aisa tujhako pyaar karungi Kisi ne kiya na ho O o o o jaanam jaanam jaanam
O haayo o haayo o haayo Hai yaaara hai yaaara hai yaaara hai
Nayan aisi khabar jaisi bachu Kaise fasa dil aise nikal na sake Mere jawaan chhupa Kahaan main hoon yahan Badan saara aankh bane tujhako take Jaanu jaanu jaanu jaanam jaanam Tujhape dil ko nisaar karungi Aisa tujhako pyaar karungi Kisi ne kiya na ho Hai ya hai ya ho o, hai ya hai ya ho o
O haayo o haayo o haayo Hai yaaara hai yaaara hai yaaara hai
Toh kyun dare yeh rasbhari kalas Bhari kadamon pe tere rakh dungi main Tu maang le ya chhin le ya loot le Lutkar bhi khush rahungi main Jaanu jaanam jaanam, Jaanu jaanam jaanam Tujhape dil ko nisaar karungi Aisa tujhako pyaar karungi Kisi ne kiya na ho O o o o jaanam jaanam Jaanam jaanam O haayo o haayo o haayo, O haayo o haayo o haayo O haayo o haayo o haayo, O haayo o haayo o haayo O haayo o haayo o haayo, O haayo o haayo o haayo O haayo o haayo o haayo, O haayo o haayo o haayo.
Song Details:
Movie/album: Gangvaa Singers: Asha Bhosle Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai) Music Composer: Bappi Lahiri
kaha se layi dhund ke ye mehbuba o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbuba o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
chand sitaro me jaise phul baharo me jaise arey jod nahi koi iska hai ishq hazaro me jaise ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
chor chura lenge isko band tijori me rakhna arey bhag na jaye ye disco bandh ke jodi me rakhna ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
ye kaha se aaya hai arey kon pakdke laya hai kisi raje ki rah hai ye ya yahi banvaya hai ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba kaha se layi dhund ke ye mehbub o mehbuba ajuba ajuba ajuba ajuba duniya ka aathva ajuba
Tumse milke aisa laga tumse milke Tumse milke aisa laga tumse milke Armaan huye poore dil ke Aye meri jaan-e-wafa Teri meri meri teri ik jaan hai Sath tere rahenge sada Tumse na honge juda
Tumse milke aisa laga tumse milke
Armaan huye poore dil ke Mere sanam teri kasam Chhodenge ab na yeh hath Yeh zindagi guzregi ab Humdam tumhare hi sath Apna yeh vaada raha tumse na honge juda
Tumse milke aisa laga tumse milke Arman huye poore dil ke Aye meri jaan-e-wafa Teri meri meri teri ik jaan hai Sath tere rahenge sada Tumse na honge juda
Tumse milke aisa laga tumse milke Armaan huye poore dil ke
Maine kiya hai raat din bas tera hi intezar
Tere bina aata nahi ek pal mujhe ab karar Humdam mera mil gaya hum tum na honge juda Humdam mera mil ab hum tum na honge juda
Tumse milke Tumse milke aisa laga tumse milke Armaan huye poore dil ke Aye meri jaan-e-wafa Teri meri meri teri ik jaan hai Sath tere rahenge sada Ab hum na honge juda
Song Details:
Song: Tumse Milke Aisa Laga Tumse Milke Album: Parinda (1989) Singer: Asha Bhosle, Suresh Wadkar Musician: R. D. Burman
wo din kaha gaye mere wo din kaha gaye mere wo din kaha gaye sapno se mithe geeto se pyare wo din kaha gaye mere wo din kaha gaye
bairan wo haye kaun ghadi thi palko ki khidki mai khole khadi thi bairan wo haye kaun ghadi thi palko ki khidki mai khole khadi thi anjanepan se jo ankhe ladi thi anjanepan se jo ankhe ladi thi un ankho ko bhul gaye wo din kaha gaye mere wo din kaha gaye
taro se jhilmil gagan ke niche taro se jhilmil gagan ke niche chipke khadi thi mai pipal ke piche chupke se jisne mere nain miche chupke se jisne mere nain miche wo chaliya kaha gaye wo din kaha gaye mere wo din kaha gaye
o mere man o mere man ab na aansu baha re chip gaye jab teri kismat ke tare kismat ke tare kahe ko pagle tu rah rah pukare rah rah pukare wo din kaha gaye mere wo din kaha gaye sapno se mithe geeto se pyare wo din kaha gaye mere wo din kaha gaye
Song Details:
Film cast: Rajendra Kumar, Geeta Bali, Balraj Sahni, Neelima, S K Prem, Alhad Radha Krishnan, Raajdeep Singer: Asha Bhosle, Ravishankar, Mohammed Rafi Lyricist: Prem Dhawan Music Director: Ravi Film Director: Raj Rishi
Abhi na jao chhod kar Ke dil abhi bhara nahi Abhi na jao chhod kar Ke dil abhi bhara nahi
Abhi abhi to aayi ho abhi abhi to Abhi abhi to aayi ho Bahaar banke chhaayi ho Hawa zara mehak to le
Nazar zara behak to le Yeh shaam dhal to le zara Yeh shaam dhal to le zara Yeh dil sambhal to le zara Main thodi der jee to loon Nashe ke ghoont pee to loon Nashe ke ghoont pee to loon Abhi to kuchh kaha nahi Abhi to kuchh suna nahi Abhi na jao chhod kar Ke dil abhi bhara nahi
Sitaare jhilmila uthe Sitaare jhilmila uthe Charaag jagmaga uthe Bas ab na mujhko tokna
Bas ab na mujhko tokna Na badh ke raah rokna Agar main ruk gayi abhi To ja na paaungi kabhi Yehi kahoge tum sada Ke dil abhi nahi bhara
Jo khatm kisi jagah Yeh aisa silsila nahi Abhi nahi abhi nahi Nahi nahi nahi nahi Abhi na jao chhod kar Ke dil abhi bhara nahi
Adhoori aas Adhoori aas chhod ke Adhoori pyas chhod ke Jo roz yoon hi jaogi To kis tarah nibhaogi
Ke zindagi ki raah mein Jawan dilon ki chah mein Kayi makaam aayenge Jo humko aazmayenge Bura na maano baat ka Yeh pyar hai gila nahi
Haan yehi kahoge tum sada Ke dil abhi bhara nahi Haan dil abhi bhara nahi Nahi nahi nahi nahi
Song Details:
Song: Abhi Na Jao Chhod Kar Album: Hum Dono (1961) Singer: Asha Bhosle, Mohammad Rafi Musician: Jaidev Lyricist: Sahir Ludhianvi Star Cast: Dev Anand, Nanda, Sadhna, Lalita Pawar, Jagirdar etc.