Tuhi yeh mujhko bata de Chahun main ya na Apne tu dil ka pata de Chahun main ya na
Tuhi yeh mujhko bata de Chahun main ya na Apne tu dil ka pata de Chahun main ya na
Itna bata du tujhko Chahat pe apni mujhko Yoon to nahin ikhtiaar Phir bhi ye socha dil ne Ab jo laga hu milne Pucchun tujhe ek baar
Tuhi yeh mujhko bata de Chahun main ya na Apne tu dil ka pata de Chahun main ya na
Aisi kabhi pehle huyi na thi khaahishen Kisise bhi milne ki na ki thi koshishen Uljhan meri suljha de Chahun main ya na Aakhon aakhon mein jata de
Chahun main ya na
Mere chote chote khwab hain Khwabon me geet hain Geeto me zindagi hai Chahat hai, preet hai Abhi main na dekhun khaab wo Jinme na tu mile Le khole hoth maine Ab taq the jo sile Mujhko na jitna mujhpe Utna iss dil ko tujhpe hone laga aitbar Tanha lamhon mein apni Bunti hu tere sapne Tujhse hua mujhko pyar Poochhungi tujhko kabhi na Chahun main ya na Tere khwaabon me ab jeena Chahun main kyun na
Tuhi yeh mujhko bata de Chahun main ya na Apne tu dil ka pata de Chahun main ya na
Song Details:
Song: Chahun Main Ya Na Album: Aashiqui 2 (2013) Singer: Arijit Singh, Palak Muchhal
Meri baaton mein tera zikr sada Meri yaad mein teri fikra sada Main jo bhi hoon tum hi to ho Mujhe tumse mili apni adaa
Kyun ki tum hi ho ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho Tum hi ho tum hi ho Arz bhi mera marz bhi Chain bhi mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho
Tere liye hi jiya main Khud ko jo yoon de diya hai Teri wafa ne mujhko sambhala Saare gamon ko dil se nikala Main jo mit bhi gaya to wajood mera Sada tujhmein rahe zinda
Kyun ki tum hi ho ab tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Tum hi ho tum hi ho Zindagi ab tum hi ho Chain bhi mera dard bhi Meri aashiqui ab tum hi ho
Song Details:
Song: Meri Aashiqui Ab Tum Hi Ho Album: Aashiqui 2 (2013) Singer: Arijit Singh, Palak Muchhal
Pal ek pal mein hi thamm sa gaya Tu hath mein hath jo de gaya Chaloon main jahan jaaye tu Dayein main tere bayein tu Hoon rutt main hawayein tu Saathiya
Hansu main jab gaaye tu Roun main murjhaye tu Bheegun main barsaye tu Saathiya
Saya mera hai teri shakal Haal hai aisa kuchh aaj-kal
Subah main hoon tu dhoop hai Main aaina hoon tu roop hai Yeh tera sath khoob hai humsafar Tu ishq ke saare rang de gaya Phir kheench ke apne sang le gaya Kahin pe kho jaaye jo Jahan ruk jaaye pal Kabhi na phir aaye kal Saathiya
Ek maange agar sau khwaab doon Tu rahe khush main aabad hoon Tu sabse judaa judaa sa hai
Tu apni tarah tarah sa hai Mujhko lagta nahi hai tu doosra Pal ek pal mein hi thamm sa gaya Tu hath mein hath jo de gaya Chaloon main jahan jaaye tu Dayein main tere bayein tu Hoon rutt main hawayein tu Saathiya
Hansu main jab gaaye tu Roun main murjhaye tu Bheegun main barsaye tu Saathiya
Song Details:
Song – Pal Movie – Jalebi Singers – Arijit Singh, Shreya Ghosal
Phir kahin dil ne mehsoos kiya tha Ik dafa phir se zinda yeh hua tha Nazar jo aaya tu to jeena aaya Nazar se phir kyun tu Ghumm ho gaya pal mein hi
Haan tera intezaar hai Kahan karaar hai Hai teri aas hi dil ko Haan beshumaar hai Bayan karun kaise Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai Na meri kami, na teri khata Mohabbat mein dono ne paayi saza Dil mein nahi wafayein thi kam Magar waqt hum pe na tha meharbaan
Kisi kahaani mein tu hoga mera Haan uss kahaani mein Milna phir mujhe kahin
Haan tera intezaar hai Kahan karaar hai Hai teri aas hi dil ko Haan beshumaar hai
Bayan karun kaise Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai Tera intezaar hai
Aa raat bhar aa raat bhar Jaayein na ghar, jaaye na ghar Hai saath tu.. kya hai fikar.. Jaayein na ghar aa raat bhar Jaayein jahan, jahan, jahan dil kare Jaane kahan, kahan, kahan phir milein Is raat mein beete umar, saari umar.. Aa raat bhar jaayein na ghar
Namkeeniyan hain, nazdeekiyan hain Rang hi rang hai nazaaron mein Hansne lagi hoon phansne lagi hoon Armaan dil mein hazaaron hain To paar de sabhi hadein Gale lagein, kabhi nahi hone dein sehar.. Iss raat mein beete umar.. saari umar Aa raat bhar.. aa raat bhar Aa raat bhar.. aa raat bhar Jaayein na ghar.. jaaye na ghar Aa raat bhar..
lets go, you already know meri aashiqi, chahu main ya na you are now rocking with the best teri khata hai meri jiya
sun raha hai na tu meri baato me tera zikr sada mujhko irade de meri yaad me teri fikar sada kasme de wade de mujhko na jitna mujhpe utna is dil ko tujhpe hone laga aitbaar tanha lamho me apne bunti hu tere sapne tujhse hua mujhko pyar kyunki tum hi ho ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho chain bhi mera dard bhi meri aashiqui ab tum hi ho
sun raha hai na tu let go let go let go tumhi ho let go tumhi ho
waqt bhi thehra hai kaise kyun ye hua kaash tu aise aaye jaise koi dua main jo mit bhi gaya to wajud mera sada tujhme rahe zinda tuhi ye mujhko bata de sun raha hai na tu tum hi ho apne tu dil ka pata de sun raha hai na tu
har khata ki hoti hai koi na koi saza ghum likhe ho kismat me to ban hi jati wajah bas tera sath ho wado se aage chahe jo baat ho wado se aage bas tera sath ho chahe jo baat ho tere kahne se kar jayenge kyunki tum hi ho ab tum hi ho zindagi ab tum hi ho chain bhi mera dard bhi meri aashiqi ab tum hi ho tum hi ho, tum hi ho zindagi ab tum hi ho chain bhi mera dard bhi meri aashiqi ab tum hi ho
sun raha hai na tu sun raha hai na tu
Song Details:
Film cast:
Aditya Roy Kapur, Shraddha Kapoor, Shaad Randhawa
Singer:
K K, Shreya Ghoshal, Arijit Singh, Mustafa Zahid, Ankit Tiwari, Palak Muchhal, Tulsi Kumar