Tere dar pe aake tham gaye Naina namaazi bann gaye Ek dooje mein yun dhal ke Aashiqana aayat ban gaye main aur tum
Kaisi dil lagaai kar gaye Rooh ki rubaai bann gaye Khaali khaali dono thhe jo Thoda sa dono bhar gaye main aur tum
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai..
Lage na yeh dhoop zaroori Lage na yeh chaanv zaroori Milte hain ishq zameen par Ab do hi naam zaroori main aur tum
Apna khuda bhi hoga Apna hi rab le lenge Khud ki bana ke duniya Ye zindagi jee lenge main aur tum
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai..
Ek tum, ek main, teeja maangu kya khuda se Dil doon, jaan doon, kya doon itna bata de Tera mera rishta hai saanson se bhi naazuk
Tum sa, hum sa, koi duja na hoga na hua re Do dil sa ik seene mein hai jaise main aur tum Ab dono hum ik jeene mein hain jaise main aur tum
Jaan se zyada chaha tumko piya re Harpal, hardum, humdum tumko jiya re
Aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai
Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai..
Song Details:
Movie/album: Azhar Singers: Antara Mitra, Arijit Singh Song Lyricists: Manoj Yadav Music Composer: Pritam Chakraborty Music Director: Pritam Chakraborty Music Label: T-Series Starring: Nargis Fakhri, Emraan Hashmi, Lara Dutta, Prachi Desai, Lobna Futers, Daniel Eghan, Atul Sharma, Paul Terry, Gautam Gulati, Huma Qureshi, Attila G. Kerekes, Kunaal Roy Kapur, Laura Matassa, A.k. Steppa, Emily Doherty Watch on YouTube:
(Working it working it working it out Living it living it living it out Moving it moving it to the top Gonna before it never stops) — 3
Aaja ab jeele Lamhe peele Tere dil mein bhi kahin pyaas chhupi hai Choti zindgani Phir nahi aani Chalne de yaar jo bhi saans ruki hai Tune na jaana Tujhe hai paana Teri aankhon ne jo bhi khwaab chua hai Tu na daar jaana Tuna ghabrana Tere yaaron ki tere saath dua hai
All the best , All the best All the best , All the best All the best , All the best All the best , All the best
(Raaste mein dhoop mile Aur kabhi badalon ka pehra hai Aahhaaann Yaar mere baat meri maan Yehi zindagi ka chehra hai Aahhaaann ) – 2
Song Details:
Song – All The Best Film – All The Best Singer – Rana, Soham, Antara Lyricist – Kumaar Music Director – Pritam Artists – Sanjay Dutt, Ajay Devgan, Fardeen Khan, Bipasha Basu, Others Music On – T Series
Pyaas chhupi hai Chhoti zindgani phir nahi aani Chalne de yaar jo bhi saans ruki hai Tune na jaana tujhe hai paana Teri aankhon ne jo bhi Khwaab chua hai
Tu na daar jaana tuna ghabrana Tere yaaron ki tere saath dua hai
All the best All the best
Raaste mein dhoop mile Aur kabhi badalon ka pehra hai Yaar mere baat meri maan Yehi zindagi ka chehra hai
Raaste mein dhoop mile Aur kabhi badalon ka pehra hai Yaar mere baat meri maan Yehi zindagi ka chehra hai
Zindgaani ki inhi maujon mein Jo bhi dooba hai wohi paar hua hai Tu na daar jaana tuna ghabrana
Tere yaaron ki Tere saath dua hai
All the best All the best Doston kaa saath rahe Dosti ka haath rahe haathon mein Aansuon ki baat naa ho Pyaar ki hi baat rahe baaton mein
Doston kaa saath rahe Dosti ka haath rahe haathon mein Aansuon ki baat naa ho Pyaar ki hi baat rahe baaton mein
Hum se na chupana sabhiko batana Saari duniya ko yahan pyaar hua hai Tu na daar jaana tuna ghabrana
Tere yaaron ki Tere saath dua hai All the best All the best
Song Details:
AlbumAll The Best: Fun Begins SingerAntara Mitra Featured artistAjay Devgn, Sanjay Dutt, Fardeen Khan, Bipasha Basu DirectorRohit Shetty
Song Title – Aao Chalen Hum Movie – Hungama 2 (2021) Director – Priyadarshan Starring – Paresh Rawal, Shilpa Shetty, Pranitha Subhash, Meezaan Jaffrey, Johny Lever, Rajpal Yadav Music – Anu Malik Singer – Antara Mitra, Nakash Aziz Lyricist – Sameer Music Label – Eagle Music
Haan… Billori nigaahon se kare hai sau ishaare Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare Billori nigaahon se kare hai sau ishaare Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
Ishq mein hua hai thoda andha thoda behra Saiyan mera aira gaira natthu khaira
Hoor sa chehra Irani Aur leheza Hindustani Jheel si teri aankhon mein Ek halchal hai toofani
Aa…
Dekh mehfil mein aaye hain Jaan ki dene qurbani Ek mehbooba ki khaatir Aaj do do dilbar-jaani
Jinke dil ke engine tere ‘tation pe hai thehra Ho.. jinke dil ke engine tere ‘tation pe hai thehra Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira aa.. Samjhe kaahe aira gaira natthu khaira
Raat leke aayi hai jashntaari Aaye haye haye Kaam ghalat karne ki hai Apni baari aaye haye haye
Raat leke aayi hai jashntaari Aaye haye haye Kaam ghalat karne ki hai Apni baari aaye haye haye
Aaj naache gaayein Zara ishq vishq farmaaye Aur jaan jalaane bhaad mein jaaye saari Duniya daari aaye haaye haaye.. Oye hoye hoye hoye
Ho dil ke aaine mein jhaanke sundari ka chehra Ho dil ke aaine mein jhaanke sundari ka chehra
Billori nigaahon se kare hai sau ishaare Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare Billori nigaahon se kare hai sau ishaare Khidki ke neeche naaspeeta seeti maare
O.. waqt ka yeh sitam hai Tumhaare toh hum hain Tum agar ho amaanat kisi aur ki Bas mohabbat tumhari hai dualat humari Tum agar ho virasat kisi aur ki Jis din nikle jaan humari Ik baar milne aana tum leke Ijazat kisi aur ki Leke ijazat kisi aur ki
Song Details:
Singer Antara Mitra, Javed Ali, Tushar Joshi Album Kalank Lyricist Amitabh Bhattacharya Music Pritam Director Abhishek Varman Cast Varun Dhawan, Alia Bhatt, Sanjay Dutt, Madhuri Dixit, Aditya Roy Kapur, Sonakshi Sinha Language Hindi Choreography Remo D’Souza Music Label Zee Music Company
Saree ke fall sa kabhi match kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Saree ke fall sa kabhi match kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Touch karke, touch karke Touch karke, touch karke Kahan chaldi bach karke Touch karke, touch karke Touch karke dil se dil attach kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Saree ke fall sa kabhi match kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Saaya jabse mila tera saaya Bhaaya mujhe har baar tu bhaaya Laaya sapne hazaar tu laaya Aise aise haan aise aise aise jaise Aaya jabse hai yaar tu aaya Chaaya banke hai pyar tu chaaya Laaya sapne hazaar tu laaya Aise aise haan aise aise aise Sach karke, sach karke Mere sapne sach karke Kahan chaldi bach karke Touch karke, touch karke Touch karke dil mera kyun scratch kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Saree ke fall sa kabhi match kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Ghar se chali main jahan kabhi ghar se Sar se chunri kahan udi sar se Dar se nikli yeh jaan meri dar se Aise aise haan aise aise aise jaise Barse barse ghata kahin barse Tarse mere armaan sabhi tarse Dar se nikli yeh jaan meri dar se Aise aise haan aise aise aise Cut karke, cut karke Seene se dil cut karke Kahan chaldi bach karke Cut karke, cut karke Cut karke dil kahan phir patch kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Saree ke fall sa kabhi match kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Saree ke fall sa kabhi match kiya re Kabhi chhod diya dil, kabhi catch kiya re Saree ke fall sa kabhi match kiya re