Broken Promises Song Lyrics

Broken Promises Song Lyrics

Say what you mean
Do what you say
I don’t wanna be sold another piece of your dream
So take it (take it)
Save it (huh)
Put it back (huh)
Fuck it, erase it
I just don’t know how I can take it
‘Cause my heart is breakin’
I’ve been mistaken
You’re not the man I thought you were
And they tried to warn me
Yeah, they tried to warn me

You can’t tell me (no)
Nothing ’bout my man
I would never (no)
Take they words against yours (oh, no)
I rather let you (yeah)
Make your promise
Oh, no (no)
You can’t tell me (you can’t)
Nothing ’bout my man
Said you would step up
Said you was ready (ready)
But I should’ve listened

The first one was a fuck-up (fuck-up)
Second one was a no one (no one)
Third one was tryna come up
Fourth one you said
It’d be different, different, different
And I believed you
You never left me like you did them
Fuck hoes on me like you did them
I built you up, and I held you down
I built you up, and I held you, I held you down

You can’t tell me (no)
Nothing ’bout my man
I would never (no)
Take they words against yours (oh, no)
I rather let you (yeah)
Make your promise
Oh, no (no)
You can’t tell me (you can’t)
Nothing ’bout my man
Said you would step up
Said you’d put the work in
But I should’ve listened

Song Details:

Film cast: Prateik Babbar, Amy Jackson, Sachin Khedekar, Manu Rishi, Ramesh Sippy, Samantha Ruth Prabhu, Ashwin Kakumanu, Babu Anthony, Vikas Menon
Singer: A R Rahman, Shreya Ghoshal, Naresh Iyer, Clinton Cerejo, Javed Ali, Rashid Ali, Jaspreet Jasz, Arya, Alphonse, Leon D’souza, Kalyani Menon, Madhushree Chant Choir, Timmy, Megha, Sanjeev Thomas
Lyricist: Javed Akhtar
Music Director: A R Rahman
Film Director: Gautham Menon
Film Producer: Gautham Menon, Reshma Ghatala, Venkat Somasundaram

Watch on YouTube:

Pagal Anukan Pyaar Dil Song Lyrics

Pagal Anukan Pyaar Dil Song Lyrics

pagal anukan pyaar dil mein kitne hain
neutron electron neelay naino mein bolo kitne hain
kaisa hai khumaar rehti hai tu hi yaaron sapno mein
hey you sana sana tu hi bataa raaz roop ka hai kya
main newton newton kah sakya dil ye kahe dhol din ratiya
teri aankhon ki jhilmil ka raaz hai kya
raaz roop ka hai kya

tum toh ho deewane bade saajan
ramje ho hisaabon mein har dam
mann mein dheem tom tom
dheem tom tom dheem tom tom
mann mein sargam dheemay labo ka sangam
baaje dil mein mridang
ho dheem tom tom mann mein sargam

oh ho ho baby oh baby pyaara tera gussa bhi
oh baby oh baby mehak teri phool gulabi
oh baby oh baby pyaara tera gussa bhi
oh baby oh baby mehak teri phool gulabi

titali koi kacchi kacchi
kaliyon pe baithe kyun aise jaane gul
man ki lagan joothi sacchi
pyaar ki karta hai seekh ye bhool
behati hui paani mein paani
mein oxygen hoti kaha kum
gaate hui dil hi mein dil hi
main aashayen bhare har dam

aasre aaja pyaar hum pal mein kar le
sadiyo ka hum tum o aaja na
saajan pyaara preet hi apni behke
aankho ko raste chhalke itna samay to dil ko de
saajani pyaari teri adaao jaise lamhe huye hain chote
pyaar hum zaafa sa kaise kare
oh ho ho baby oh baby pyaara tera gussa bhi
oh baby oh baby mehak teri phool gulabi
oh baby oh baby pyaara tera gussa bhi
oh baby oh baby mehak teri phool gulabi

pagal anukan pyaar dil mein kithe hain
neutron electron neelay naino mein bolo kitne hain
kaisa hai khumaar rehta hai tu hi sapno mein pyaare
sana sana tu hi bataa raaz roop ka hai kya
main newton newton keh sakya dil ye kahe dhol din ratiya
teri aankhon ki jhilmil ka raaz hai kya
raaz roop ka hai kya
oh ho ho baby oh baby pyaara tera gussa bhi
oh baby oh baby mehak teri phool gulabi
oh baby oh baby pyaara tera gussa bhi
oh baby oh baby mehak teri phool gulabi

Song Details:

Film cast:Rajinikanth, Aishwarya Rai, Danny Denzongpa
Singer:A R Rahman, Javed Ali, Chinmaye
Lyricist:Swanand Kirkire
Music Director:A R Rahman
Film Director:S Shankar
Film Producer:Kalanithi Maran

Watch on YouTube:

Kaise Mujhe Song Lyrics

Kaise Mujhe Song Lyrics

Hoo hooo oooo..
Hoo hoo hooo
Oooo..hoo hooo..oooo
Hooo hooo

Kaise mujhe tu mil gayi,
Kismat pe aaye naa yaakeen,
Utar aayi jheel mein jaise chand utarta hai kabhi,
Haule haule dheere se,
Gunguni dhoop ki tarah se taranum mein tum,
Choo ke mujhe guzari hu yu,
Dekhu tumhe ya mein sunu,
Tum ho sukoon, tum ho junoon,
Kyu pehle naa aayi tum?
Kaise mujhe tu mil gayi, hoo hoo..
Kismat pe aaye naa yaakeen, hoo hoo..

https://youtube.com/watch?v=ndtno2tBGbo%3Frel%3D0

Mein to yeh sochta tha ki aaj kal,
Upar wale ko fursat nahi,
Phir bhi tumhe bana ke woh,
Meri nazar mein chadh gaya,
Rutbe mein woh aur badh gaya..

Aaaa..aaaaa
Aaaa..aaaa.
Hoo..hoohooo..

Badle raaste jharne aur nadi,
Badli deep ki timtim,
Chedhe zindagi dhun koi nayee,
Badli barkha ki rimjhim,
Badlengi rituyein adaa,
Par mein rahungi sada,
Ussi tarah teri bahon mein baahein daalke,
Har lamha, har pal..

Aaaa..aaaaa
Aaaa..aaaa
Zindagi sitar ho gayi,
Rimjhim malhaar ho gayi,
Mujhe aata nahi kismat pe apni yakeen,
Kaise mujhko mili tum..

Song Details:

Movie: Ghajini (2008)
Music Director: A R Rahman
Director: A.R. Murugadoss
Producer: Allu Arvind, Madhu Varma
Lyrics: Prasoon Joshi
Starring: Aamir Khan, Asin, Jiah Khan

Watch on YouTube:

Tu Meri Dost Hai Song Lyrics

Tu Meri Dost Hai Song Lyrics

Ho o o o oho o o o o ho

Aaja mein hawaon pe bithake le chalun
Tu hi to,tu hi to meri dost hain
Aaja mein khalon mein uthake le chalun
Tu hi to meri dost hain

Awaaz ka dariya hoon
Behta hoon mein nili raaton mein
Main jaagta rehta hoon
Neend bhari jheel se aankhon mein
Awaaz hoon mein

Aaja mein hawaon pe bithake le chalun
Tu hi to,tu hi to meri dost hain
Aaja mein khalon mein uthake le chalun
Tu hi to meri dost hain

Aaja mein khalon mein uthake le chalun
Tu hi to meri dost hain

Raat mein chandni kabhi
Aisi gungunati hain
Sunn zara lagta hain tumse
Awaaz milati hain

Mein khayalon ki mehek hooon
Gungunate saaz par

Ho sake to milale
Awaaz ko mere saaz par

Aaja mein hawaon pe bithake le chalun
Tu hi to meri dost hain
Aaja mein khalon mein uthake le chalun
Tu hi to meri dost hain

Awaaz ka dariya hoon
Behta hoon mein nili raaton mein
Main jaagta rehta hoon
Neend bhari jheel se aankhon mein
Awaaz hoon mein

O kabhi dekhe hain saahil
Jahan sham utarti hain
Kehte hain samunder se

Ek pari guzarti hain

Woh raat ki rani hain
Sargam par chalti hain

Se ra se ra se ra
Sa re sa sa re sa

Aaja mein hawaon pe bithake le chalun
Tu hi to, tu hi to mera dost hain
Aaja mein khalon mein uthake le chalun
Tu hi to mera dost hain

Awaaz ka dariya hoon
Behti hoon mein nili raaton mein
Main jaagti rehti hoon
Neend bhari jheel si aankhon mein
Awaaz hoon mein
Awaaz ka dariya hoon
Behti hoon mein nili raaton mein
Main jaagti rehti hoon
Neend bhari jheel si aankhon mein
Awaaz hoon mein.

Song Details:

Movie/album: Yuvvraaj
Singers: A.R. Rahman, Benny Dayal, Shreya Ghoshal
Song Lyricists: Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Music Composer: A.R. Rahman
Music Director: A.R. Rahman
Music Label: T-Series
Starring: Salman Khan, Anil Kapoor, Katrina Kaif, Zayed Khan, Boman Irani, Mithun Chakraborty
Release on: 21st November, 2008

Watch on YouTube:

Ishq Bina Song Lyrics – Taal

Ishq Bina Song Lyrics – Taal

Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Gud se meetha ishq ishq,
Imli se khatta ishq
Vaada yeh pakka ishq ishq,
Dhaaga yeh kachcha ishq
Oh oh oh oh oh oh oh oh,
Oh oh oh oh oh
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena

Oh oh oh oh, oh oh oh oh
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Vaada yeh pakka ishq ishq
Dhaaga yeh kachcha ishq ishq
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq

Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Neeche ishq hai, upar rab hai
In donon ke beech mein sab hai
Neeche ishq hai, upar rab hai
In donon ke beech mein sab hai
Ek nahin sau baatein kar lo
Sau baaton ka ek matlab hai
Rab sab se sona ishq ishq,
Rab se bhi sona ishq
Rab sab se sona ishq ishq,
Rab se bhi sona ishq
Oh oh oh oh oh oh oh oh,
Oh oh oh oh oh

Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Heera na panna ishq ishq
Bas ek tamanna ishq ishq
Heera na panna ishq ishq
Bas ek tamanna ishq ishq
Bas ek tamanna ishq ishq
Heera na panna ishq ishq
Bas ek tamanna ishq ishq
Heera na panna ishq ishq
Bas ek tamanna ishq ishq
Bas ek tamanna

Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena

Ishq hai kya yeh kisko pata
Yeh ishq hai kya sab ko pata
Yeh prem nagar, anjaan dagar
Saajan ka ghar kya kisko khabar
Chhoti si umar yeh lamba safar
Yeh ishq hai kya yeh kisko pata
Yeh dard hai ya dardon ki dava
Yeh koi sanam ya aap khuda
Yeh koi sanam ya aap khuda

Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena

Tumne ishq ka naam suna hai
Humne ishq kiya hai
Phoolon ka gulshan ishq ishq,
Kaanton ka daaman ishq
Phoolon ka gulshan ishq ishq,
Kaanton ka daaman ishq

Oh oh oh oh oh oh oh oh,
Oh oh oh oh oh

Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq
Gud se meetha ishq ishq
Imli se khatta ishq ishq

Oh oh oh oh oh oh oh oh,
Oh oh oh oh oh
Ishq ishq, ishq ishq,
Ishq ishq, ishq ishq
Oh oh oh oh oh oh oh oh,
Oh oh oh oh oh.

Song Details:

Movie/album: Taal
Singers: A.R. Rahman, Anuradha Sriram, Sonu Nigam, Sujatha Mohan
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: A.R. Rahman

Watch on YouTube:

Tu Hi Re Song Lyrics by A. R. Rahman

Tu Hi Re Song Lyrics by A. R. Rahman

Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
Jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
Chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu

Chahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
Yaa phir aaisa kar, dharti se mila de mujhko
Tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko

In saanso ka dekho tum paagalpan ke
Aaye nahi inhe chain
Mujhase ye boli main raahon mein teri
Apne bichhaa du ye nain
In uunche pahaadon se jaan de dunga main
Gar tum naa aai kahi
Tum udhar jaan ummeed meri jo todo
Idhar ye jahaan chhodu main
Maut aur, zindagi, tere haathon mein de diya re

Aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye
Toda re, toda re, har bandhan ko pyar ke liye
Jaan re, jaan re, aajaa tujhamein sama jaau main
Dil re dil re, teri saanson mein bas jaau main

Chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
Yaa phir aisaa kar, dharati se milaa de mujhko
Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko

Aa

Sau baar bulaaye main sau baar aaun,
Ik baar jo dil diya
Ik aankh roye to duji bolo,
Soyegi kaise bhala,
In pyaar ki raahon mein patthar hain kitane
Un sab ko he paar kiya
Ek nadi hoon main chaahat bhari aaj milne
Saagar ko aayi yahaan
Sajnaa, sajnaa, aaj aansu bhi meethe lage

Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
Aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
Jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
Chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu

Pal pal pal pal waqt to bitaa jaaye re
Zaraa bol zaraa bol waqt se ke vo tham jaaye re
Aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye
Jaan re, jaan re, aajaa tujhamein samaa jaau main

Song Details:

Movie: Bombay

Released: 1998

Artists: Kavita Krishnamurthy, Hariharan, A. R. Rahman

Watch on YouTube: