Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan main hoon wahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza

Ho mil jayein is tarah
Do lehrein jis tarah
Ho mil jayein is tarah
Do lehrein jis tarah
Phir hon na juda

Haan yeh vaada raha

Main awaz hoon to tu hai geet mera
Main awaz hoon to tu hai geet mera
Jahan se nirala manmeet mera

Mil jayein is tarah
Do lehrein jis tarah
Ho mil jayein is tarah
Do lehrein jis tarah

Phir hon na juda
Haan yeh vaada raha

Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan main hoon wahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza

Kisi mod pe bhi na yeh sath toote
Mere hath se tera daman na chhute
Kabhi khwab mein bhi tu
Mujhse na roothe
Mere pyar ki koyi
Khushiyan na loote

Mil jayein is tarah
Do lehrein jis tarah
Ho mil jayein is tarah
Do lehrein jis tarah
Phir hon na juda
Haan yeh vaada raha

Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan main hoon wahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza

Tujhe main jahan ki
Nazar se chura loon
Kahin dil ke kone mein
Tujhko chhupa loon

Kabhi zindagi mein
Pade mushkilein to
Mujhe tu sambhale
Tujhe main sambhalun

Ho mil jayein is tarah
Do lehrein jis tarah
Ho mil jayein is tarah
Do lehrein jis tarah
Phir hon na juda
Haan yeh vaada raha

Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan main hoon wahan
Ab to yeh jeena tere bin hai saza

Phir hon na juda
Haan yeh vaada raha
Yeh vaada raha

Song Details:

Song : Tu Tu Hai Wahi
Album : Yeh Vaada Raha (1982)
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar
Musician : R. D. Burman
Lyricist : Gulshan Bawra