Hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Sawan ka mahina pawan kare sor
Sawan ka mahina pawan kare shor
Amm hmm pawan kare
Sor pawan kare shor
Arey baba shor nahin sor sor
Sor pawan kare sor haan……
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Sawan ka mahina pawan kare sor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor

Raama gajab dhaaye
Yeh purwaiyya
Naiyya sambhalo kit
Khoye ho khiwaiyya
Raama gajab dhaaye
Yeh purwaiyya
Naiyya sambhalo kit
Khoye ho khiwaiyya
Hoy purwaiya ke aage
Chale naa koyi jor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
O o o….. Sawan ka
Mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise banmaa naache mor

Maujawa kare kya
Jaane hamko isaara
Jaana kaha hai puchhe
Nadiyaa ki dhaara
Maujawa kare kya
Jaane hamko isaara
Jaana kaha hai puchhe
Nadiyaa ki dhaara
Marji hai tumhari le jaao jis or
Jiyara re jhume re aise re
Jaise banama naache mor
O o o….. Sawan ka
Mahina pawan kare sor
Jiyara re jhoome aise
Jaise banmaa naache mor

Jinake balam bairi
Gaye hain bideswa
Aaye hain leke unake
Pyaar ka sandeswa
Jinake balam bairi
Gaye hain bideswa
Aaye hain leke unake
Pyaar ka sandeswa
Kaari matwaari
Ghataaye ghan ghor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Sawan ka mahina
Pawan kare sor
Jiyara re jhume aise
Jaise banama naache mor
Jiyara re jhume re aise re
Jaise banama naache mor.

Song Details:

Movie/album: Milan
Singers: Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Watch on YouTube: