pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya koi chori nahi ki pyar kiya
pyar kiya koi chori nahi ki chup chup ahe bharna kya
jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya
aaj kahege dil ka fasana jaan bhi lele chahe zamana
aaj kahege dil ka fasana jaan bhi lele chahe zamana
maut vohi jo duniya dekhe
maut vohi jo duniya dekhe ghut ghut kar yun marna kya
jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya
unki tamanna dil me rahegi, shamma isi mehafil me rahegi
unki tamanna dil me rahegi, shamma isi mehafil me rahegi
ishq me jeena ishq me marna
ishq me jeena ishq me marna aur hame ab karna kya
jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya
chup na sakega ishq hamara charo taraf hai unka nazara
chup na sakega ishq hamara charo taraf hai unka nazara
parda nahi jab koi khuda se
parda nahi jab koi khuda se bado se parda karna kya
jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya to darna kya jab pyar kiya to darna kya
pyar kiya koi chori nahi ki chup chup aahe bharna kya
jab pyar kiya to darna kya
Song Details:
Movie: Mughal e Azam
singer Singer: Lata Mangeshkar
lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni
music Music / Music Composer: Naushad Ali
artist Artists / Stars: Dilip Kumar, Madhubala, Murad, Nigar Sultana, Ajit, Durga Khote, Prithviraj Kapoor, Kumar, Jillo, Vijayalaxmi
music on Music On: Zee Music Company
year Year: 1960
Watch on YouTube: