Dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laye
Socho socho duniya mein kyon aaye
Tere liye aaye
Hey dekho dekho jaanam hum
Dil apna tere liye laye
Socho socho duniya mein kyon aaye
Tere liye aaye
Ab tu humein chaahe, ab tu humein bhoole

Hum to bane rahenge tere saaye

Dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laye
Socho socho duniya mein kyon aaye
Tere liye aaye
Ab tu humein chaahe, ab tu humein bhoole
Hum to bane rahenge tere saaye
Dekho dekho jaanam hum dil apna tere liye laye
Socho socho duniya mein kyon aaye

Tere liye aaye

Yeh kya humein hua, yeh kya tumhein hua
Saanson ke dariya mein gulmul si hone lagi
Nayi hai yeh saza, saza mein hai maza
Chahat ko chahat ki shabnam bhigone lagi
Ab aur kya chahein, ab aur kya dekhein
Dekha tumhein to dil se nikli haaye
Hey dekho dekho jaanam hum
Dil apna tere liye laye
Socho socho duniya mein kyon aaye
Tere liye aaye

Suno zara suno, chuno humein chuno
Aankhon ne aankhon se
Sharma ke kuchh keh diya
Suna maine suna, chuna tumhein chuna
Sheeshe ne sheeshe se takrakar kuchh keh diya
Hain pal muraadon ke, yeh pal hain yaadon ke
Ab meri jaan rahe ya chali jaaye
Dekho dekho jaanam hum
Dil apna tere liye laye, laye
Socho socho duniya mein kyon aaye
Tere liye aaye
Ab tu humein chaahe, ab tu humein bhoole
Hum to bane rahenge tere saaye
Aye dekho dekho jaanam hum
Dil apna tere liye laye, laye
Socho socho duniya mein kyon aaye
Tere liye aaye

Song Details:

Song : Dekho Dekho Jaanam
Album : Ishq (1997)
Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik
Musician : Anu Malik
Lyricist : Dev Kohli

Watch on YouTube: